Internet Happy World: Career World

Hot

Showing posts with label Career World. Show all posts
Showing posts with label Career World. Show all posts

July 7, 2019

Interview Me Puche Jane Wale Most Important 5 Question

July 07, 2019 0
Job Interview Me Kuchh General Questions Se Har Candidate Ka Samna Hota Hai. Usually Job Seekers Technical Questions Ki Achhi-Khasi Taiyari Karke Jaate Hai, But General Questions Yani Ki सामान्य सवालों Ko Jyada Time Nahi Dete Hai. Jab Ki In Sawalo Ke Majboot Jawab Bhi Aapko Job Offer Hasil Karne Me Help Kar Sakte Hai. Yaad Rakhe Ye Sawal सुनने Me Bhale Hi सामान्य Lagte Hai, Lekin Inka Maksad Candidate's Ki Potential पहचानना Hota Hai. Yaha Interview Me Puchhe Jane Wale Aise Kuchh Sawal Aur Unki Taiyari Se Jude Interview Tips Bata Rahe Hai, Jo Aapke Kaam Aa Sakti Hai.

Interview Me Puche Jane Vale Vo 5 Sawal Aapko Mil Sakti Hai Naukri

questions in hindi with answer

1. Aapne Pichhla Job Kyo Chhoda?

Interview Me Puche Jane Wale Sawalo Me Sabse Pahla Sawal Aksar Yahi Pucha Jata Hai Ki Aapne Last Job Kyo Chhoda? Is Sawal Se Interviewer Yah Janna Chahte Hai Ki Aapne Apna Pichala Job Kis Vajah Se Chhoda. Actually, Is Sawal Ke Jariye Vo Kaam Ko Lekar Aapka Mindset Janna Chahte Hai. Aise Me Agar Growth Ke Liye Naukri Badal Rahe Hai To Yah Ak Logical Wajah Hogi. Vahi Agar Work Pressure Ya Aisi Hi Other Kisi Wajah Se Job Chhodi Hai To Uske Baare Me Kabhi Bhi जिक्र Na Kare.

2. Apne Baare Me Bataiye?

Dusra Sabse Important Sawal Har Interviewer Yahi Puchte Hai Ki Apne Baare Me Bataye, Recruiter Is Sawal Ke Jariye Yah Janna Chahte Hai Ki Aapki Professional Personal Recruiter Company Ke Liye Kis Tarah Beneficial Hogi. Is Sawal Ke Jawab Me Apply Kiye Gaye Job Roll Ko Dhyan Me Rakhte Hua Apne Experience Aur Goal's Ke Baare Me Baat Kare. Yaad Rakhe Yah Sawal Aapko Professional Behaviour Ko Samaj Ne Ke Liye Pucha Jata Hai, Aise Me Cum Se Cum Words Me Apni विशेषताओं Ke Baare Me Bataiye.

3. Salary Expectations?

Tisra Sabse Most Important Question Har Interviewer Yahi Puchte Hai Aapki Salary Expectations Ke Baare Me, Is Se Interviewer Aapse Yah Janna Chahte Hai Ki Aap Khud Ko Kaha आंकते Hai. Aise Me Jaruri Hai Ki Aap Research Karke Jaye Ki Aapke Job Profile Ke Liye Market Me Salary Range Kya Hai? Is Se Aap Recruiter Ko Ak Andaja De Payenge.

4. Future Ke Liye Kya Goals Hai?
Yah Sawal Bhi Aksar Pucha Jata Hai Ki Aapka Goals Kya Hai Future Ke Liye. Yah Sawal Puchkar Interviewer Aapse 2 Baate Janna Chahte Hai. Pahla Yah Ki Aap Unki Company Ke Liye Sahi Candidate Hai Ya Nahi Aur Dusra Yah Ki Job Ke Liye Aapke Goals Short-Term Hai Ya Long-Term. Is Se Aage Badhne Ki Aapki इच्छा शक्ति (Willpower) Aur जिम्मेदारियां (Responsibilities) Lene Ki प्रवृत्ति (Trend) Bhi Pata Chalegi. Iske Sath Hi Example Dekar समझाएं Ki Aap Company Ke Liye Kis Tarah Useful Sabit Ho Sakte Hai.

5. Aap ki Sabse Badi Weakness Kya Hai?
Is Sawal Ke Jariye Interviewer Janna Chahte Hai Ki Aap Apni Kamiyo Ko Lekar Kitne सहज Hai. Jawab Dete Hua Dhyan Rakhe Ki Weakness Sabhi Me Hoti Hai. Jarurat Se Jyada Perfection Dikhana Recruiter Ko Pasand Nahi Aata. Apni Kamiyo Ke Baare Me Baat Karte Hua Yah Bhi Bataye Ki Unhe Dur Karne Ke Liye Aap Kitne गंभीर प्रयास Kar Rahe Hai.➦ Interviewer Ko Kaise Impress Kare - Interview Tips In Hindi

CONCLUSION

To Dosto Hamne Is Article Ke Kariye Ye Jaana Ki Interview Me Puche Jane Wale 5 Most Important Question Ke Baare Me, Ab Jab Bhi Kisi Interview Me Jaye To Hamesha In 5 Baato Ka Khayal Rakhe..

  • 1. Aapne Pichhla Job Kyo Chhoda?
  • 2. Apne Baare Me Bataiye?
  • 3. Salary Expectations?
  • 4. Future Ke Liye Kya Goals Hai?
  • 5. Aapki Sabse Badi Weakness Kya Hai?

Umid Karta Hu Ki Aapko Hamara Ye Article interview questions and answers in hindi, interview questions in hindi. Jarur Pasand Aaya Hoga, Aur Aise Hi Useful Update Pane Ke Liye Hame Subscribe Kare, Like Kare Share Kare Aur Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment Section Me Jarur Bataiye, Thanks And Keep Visiting... Have A Good Day!!!!!!!


इससे जुड़े कुछ और आर्टिकल पढ़े:-

Read More

April 27, 2019

GST Me Career Kaise Banaye, Government Ne Launch Kiya 100 House Certificate Course

April 27, 2019 8
Jobs Ki Jankari Ke Related Aaj Ak Aur Topic Lekar Aaya Hu, Jise Government Ne Launch Kiya Hai Aur Course Hai Sirf 100 House Ka. Ham Baat Kar Rahe Hai Goods and Service Tax Yani Ki GST 1 July Se Lagu Ho Gaya Hai. GST Aane Ke Baad Tax Slabs and Returns Bharne Ke Tariko Me Badlav Aaya Hai. Jo Ki Abhi Kuchh Hi Businessmen Ko Samaj Me Aaya Hai. But Government Ka Dava Hai Ki Isme Koi Pareshani Nahi Hogi. Feer Bhi Businessman Bina Kisi GST Expert Ke Bina Ese Samaj Na kafi Nahi Hoga. I Mean Ki GST Ko Samaj Ne Me Businessman Ko Mushkeli Ho Rahi Hai. Esko Dekhte Huye Government Ne GST Expert Ka Workforce Badhane Ke Liye 100 House Ka Certificate Course Launch Kiya Hai. Jis Se Businessman Ko GST Ko Samaj Ne Me Koi Pareshani Na Ho. To Aise Me Aap Bhi Is Course Ka Fayda Uthakar Career Bana Sakte Ho. To Chale Baat Karte Hai GST Training Course Ke Jariye Ham GST Me Career Banakar Kaise Kamai Kar Sakte Hai.


GST Course Karke Kaise Career Banakar Kamai Kare

gst course training me career kaise banaye

Government Kara Rahi Hai 100 Hours Ka Course, GST Me Banaye Career

👉Kab Sharu Hoga GST Course:

GST Course 15 July Se Sharu Ho Raha Hai. Ministry of Skill Development and Entrepreneurship (MSDE) Ne GST Trends Professionals Ke  Workforce Ko Complete Karne Ke Liye 100 Hours Ka Certificate Course Sharu Kiya Hai. Yah Course 15 July Se Sharu Ho Raha Hai.

👉Kon Si Cities Me Ho Raha Hai GST Courses:

3 Cities Me Sharu Ho Raha Hai GST Training And Courses. Prime Minister Skill Development Plan (Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana - PMKVY) Ke Tahat GST Training Program India Ke 3 Cities Me 100 Centers Par Sharu Ho Raha Hai. Ye 3 Cities Delhi, Bengaluru and Bhopal Hai.

👉Kon Kar Sakta Hai Course:

CA, Graduate Kar Sakta Hai Course; Chartered Accountants, Company Secretaries, Graduates and Post Graduates in Commerce, Banking, Statistics, Financial Markets and Business Administration Ke Log is Training Program Me Shamil Ho Sakte Hai.

👉Course Karne Se Kya Hoga Fayda:

Is Course Ko Karne Ke Baad GST Professionals Ki Kami Dur Hogi. GST Professionals Apne Client Ko GST Tax, GST Ke Andar Registration Aur Tax Liability Calculation Samja Ne Me Help Karega.

CONCLUSION:
Friends, Is Article Ke Jariye Maine Aapko GST Me Career Guide in Hindi, GST Course Ke Jariye Kamai Karna, GST Training Course Ko Career Banakar Best Income Karne Ke Baare Me Aapko Batane Ki Koshish Ki Feer Bhi Aapko Koi Sawal Ho To Befikar Comment Me Bataye, Aapko Sahi Tarah Se Guide Kiya Jayega. Agar Aapko Post Pasand Aayi Ho To Apne Friends Ke Sath Article Ko Share Karna Na Bhule. And Aap Chahte Ho Ki Internet Update Ki Har New Jankari Aapke Email Address Par Free Me Mile To Aap Subscribe Bhi Kar Sakte Ho.

Hame Subscribe Karne Ke Liye Newsletter Ke Niche Ke Box Me Aapna Email Address Add Karna Hoga. Email ID Enter Karne Ke Baad Submit Button Par Click Kare. Email Verify Ke Liye Aapki ID Par Ak Mail Aayega Use Verify Karna Hoga. Verify Ho Jaane Ke Baad Aapko Hamari Har New Post Ki Jankari Aapke Email Address Par Mil Jayegi. And Thank You Hamari Site Ki Visit Karne Ke Liye.

ALSO READ: 

👉Business Opportunity With Nokia Will Create 20,000 New Retailers
👉Government Ki 1 Scheme Se 3 Tarah Ke Business Kaise Sharu Kare.
👉Sabse Jyada Salary Dene Wali India Ki Top 10 Highest Paying Jobs 2018
👉10th Pass Ke Liye Bank Me Part-time Job.  Kaise Kare Online Apply
👉World Ki Top 5 Brilliant Jobs (Work's) Kare Lakho Ki Kamai Ghar Baithe
👉Sarkari Naukri Kyo Nahi Mil Pati, 3 Galatiya Ko Kare Avoid
👉Social Media Marketing Se Kare Income, Government De Rahi Hai Training

Read More

March 28, 2019

Online Earnings Karne Ke Liye Government De Rahi Hai Training

March 28, 2019 8
Government Bahut Sare Small Business Training Programs Aur Skills Training De Rahi Hai, Modi Sarkar Ab Job Provider Nahi Balki Job Creator Par Fox Kar Rahi Hai. Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai E-Commerce Business Ki Aur Usme Job Opportunities Kya Hai. India Me E-Commerce Business Me Lagatar Growth Ho Rahi Hai. Ak Report Ke Mutabik, Saal 2018 Me India Me E-Commerce Sells 55 Billion Dollar (3 Lakh 50 Hajar Carore Rupaye) Pahuch Jayegi. Is Se E-Commerce Business Ke Growth Ka Andaja Lagaya Jaa Sakta Hai. Aise Me Agar Aap Ak Smart E-Commerce Professional Ban Jaate Hai To Aap Achha Khasa Business Chala Sakte Hai.

Government Bhi Is Baat Ko Manti Hai Ki India Me e-Commerce Professionals Ki Bahut Jarurat Hai. Yahi Vajah Hai Ki Government Ne Ak Training Program Sharu Karke India Me E-Commerce Professionals Ki संख्या Badhana Sharu Kar Diya Hai. Government Ne Iski Jimmedari Ministry of Skill Development And Entrepreneurship Ke Institute National Institute For Entrepreneurship and Small Business Development (NIESBUD) Ko Sopi Hai. Jisne Digital and Social Media Research Associates Ke Sath Milkar Entrepreneurship Development Program on e-commerce Taiyar Kiya Hai. Aaiye Baat Karte Hai Ye Training Program Ke Baare Me, Aur Is Program Ke Jariye kaise Apna E-Commerce Business Sharu Kar sakte Hai.

Online Earnings Karne Ke Liye Government Ne Sharu Kiya Business Training Programs.


online-earnings-business-training-program

1. Training Program Me Kya Sikhaya Jaata Hai.

Is Program Ke Tahat Aap e-Commerce Ke Baare Vistar Se Janege. Sath Hi, E-Commerce Website Ke Baare Me Training Di Jayegi. Program Ke Time Faculty Aapko Batayege Ki Aap Kaise Apna E-Commerce Business Sharu Kar Sakte Hai. Iske Alava...
  • E-commerce Business Model,
  • Facebook e-Commerce Technic,
  • Facebook Business Manager,
  • Twitter e-Commerce Technic,
  • Whats-App Marketing,
  • Viral Marketing,
  • Google Adword,
  • E-Commerce Ke Liye YouTube Ka Istemal,
  • Affiliate Marketing Ke Jariye Earnings Karna,
  • B2B Linkedin Networking Tips and Tricks,
  • E-Commerce Se Social Media Marketing Se Link Karna,
  • E-Commerce Business Ke Liye Email Marketing,
  • Business Incubators Application Ke Baare Me Aapko Sikhaya Jayega.

2. Shikhe, Kaha Se Aayega Paisa.


Jab Bhi Koi Business Sharu Karte Hai To Sabse Badi Dikkat Funding Ki Hoti Hai. But Is Program Ke Tahat Aap Fudging Ke Tricks Bhi Shikh Sakte Hai. Aap E-Commerce Funding Model Ke Vistar Se Training Le Sakte Hai. Is Time Aapko e-commerce Me Angel Investors, Venture Capital, Private Equity Ki Bhumika Ki Jankari Di Jayegi. Sath Hi Online Crowd Funding Ke Har Pahlu Ki Information Di Jayegi. Jaise Ki...
  • Online Crowd Funding Secrets,
  • Social Media Ke Jariye Online Crowd Funding,
  • Online Crowd Funding Website Ke Jariye Se Kamana,
  • Online Crowd Funding Se Lakho Rupye Ka Fund Reg Karna,
  • Crowd Funding Se Apna Social Enterprise Sharu Karna Jaisi Training Di Jayegi.

3. Kon Le Sakta Hai Training.

Yah Training Students, Businessman, Entrepreneurs, Start-ups, Corporate, Working Professionals, Media Professionals, Housewife, Retired, NGOs Le Sakta Hai.

4. Kab Aur Kaha Milegi Training.

Yah Training 6 August 2017 Ko Sector-62, Noida (UP) Me Hogi. Iski Fees 3800 Rupye Rakhi Gayi Hai. Jisme Course Fees, kits, Soft Study Material, Certificates Ke Alava Lunch and Snacks Diye Jayege. Seats limited Hone Ki Vajah Se Aapko Jald Se Jald Apply Karna Hoga. Iske Baare Me NIESBUD Ki Website Par Full Jankari Di Gayi Hai. Ya Aap Niche Ki Link Par Click Karke Bhi Visit Kar Sakte Ho.- E-Commerce 6 August 2017
E-Commerce Training program 6 August 2017 top 3 reasons to learn e-commerce

e-commerce course contentsmart e-commerce professional
Read More

Hindi Me Hai Expert To Aapke Liye 7 Best Hindi Jobs Opportunities

March 28, 2019 6
Friends, 14 September Ko Pure India Me Hindi Diwas Manaya Gaya. Aaj Ke Article Me Bhi Aaisi 7 Jobs, (Naukari) Ke Baare Me Batane Jaa Raha Hu. Ye Jobs Special Un Logo Ke Liye Hai Jo Hindi Language Me Expert Ho Mins Ki Jinki Hindi Achhi Ho Unke Liye Best Opportunity Hai. Is Article Me Ham Baat Karege Ki Hindi Job Kaha Milegi, Kitni Milegi Salary, Aur Job Ke Liye Hame Kya Karna Hoga. Matalab Ki Ye Jobs Ke Baare Me Aapko Full Guide Kiya Jayega.

Vaise Bhi Internet Happy World Ka Masksad, Har Indian Ko New Career Ke Baare Me Full Guide Karna Hai, Internet World Ki Har Update Ko Sabhi User Tak Sahi Jankari Pahuchana.
7 Best Hindi Jobs Opportunities
Hindi Language World Me Chinese Language Ke Baad Sabse Jyada Boli Jaane Wali Bhasha Hai. Aur Sabse Jyada Internet Pe Search Bhi Hindi Hi Hoti Hai. India Aur Foreign Me Karib 50 Crore Log Hindi Bolte Hai. And Hindi Bhasha Ko Samaj Ne Wale Log Ki संख्या Karib 90 Crore Hai. Hindi Me Achhi Command Karke Aap Ak Fantastic Career Bana Sakte Ho Ham Bata Rahe Hai Aisi Hi 7 Jobs, Jo Hindi Achhi Hone Par Aapko Mil Sakti Hai.

7 Best Hindi Jobs | Kaha Milegi Job? Kaise Milegi Job? Kitani Hogi Salary?

1. Hindi Stenographer Jobs :-
job in hindi language

Kaha Milegi Jobs:
Hindi Stenographer Ko Courts, Government Institutions, Newspapers Me Kaam Milata Hai. Staff Selection Commission Ke Jariye विभिन्न सरकारी विभागों Me Stenographer Ke Post Par नियुक्तियां Ki Jaati Hai. कर्मचारी राज्य बीमा निगम (Employees State Insurance Corporation-ESIC) Ke Sath Hi Other Kai Semi Government Aur Private Companies Me Stenographer नियुक्त Kiye Jaate Hai.

Stenographer Ki Naukari Ke Liye Kya Karna Hoga:
Shorthand(आशुलिपि), Writing Ki Ak Method Hai.Jisme Normal Ki अपेक्षा Se Adhik Teji Se Likha Jaa Sakta Hai. Stenographer Banne Ke Liye Candidate Ko Kisi Bhi Subject Se Graduate Hona Chahiye.  Vaise Steno Shikhne Ke Liye Candidate Ko Cum Se Cum 12th Pass Hona Hi Jaruri Hai. Sabse Pahle Aapko Steno Typing Shikhna Hoga. Iske Liye Aap Polytechnic College Ya ITI Me प्रवेश Le Sakte Hai.

Stenographer Ki Kya Hai Salary?
Stenographer Ki Starting Salary 5000 Rupye Se Lekar 20,000 Rupaye Tak Hoti Hai. Seniority Ke Baad 35,000 Se 40,000 Rupye Tak Ki Salary Milti Hai.
2. Script Writer Jobs :-
BEST HINDI JOBS

Kaha Milegi Job?
Script Writer Ko पत्र-पत्रिकाओ Me Content Writing, Ghost Writing, Web Series Writing, YouTube Channel Writing, Event Writing and Online Writing Ka Kaam Mil Sakta Hai. Writers Ki Jarurat Ad Companies Aur Corporate Companies Me Bhi Hoti Hai.

Script Writer Job Ke Liye Kya Karna Hoga?
Script Writing Me Diploma Aur Certificate Course Hote Hai. Iske Alava Mass Communication Ke Courses Me Bhi Script Writing Shikhai Jaati Hai. Agar Aapko Writing Me Interest Hai To Aap In Me Se Koi Ak Course Kar Sakte Hai.

Script Writer Job Me Kitni Salary Milati Hai?
Advertising Agency, Comics, Video Games, Theater Play, Film, Television, Radio Ke Sath Hi Aap Freelancing Kar Sakte Hai.
3. Interpreter Jobs :-
career guide in hindi

Kaha Mil Sakti Hai Jobs.
Entertainment, Tourism, Aviation, International Institute, Embassy(दूतावास), ​​Diplomatic Service, Journalism and Public Relations(पत्रकारिता एवं जनसंपर्क), Education Institute, Publications Institute and BPO etc. Ke Field Me Career Ki SharuAat Kar Sakte Hai.

Interpreter Job Pane Ke Liye Kya Karna Hoga:
Interpreter Mins Ki दुभाषिया. Foreign Language Me Certificate, Diploma And Degree Courses Available Hai. Certificate, Diploma Aur Advance Diploma Part Time Course Hai. Aur Kai Sari University Karvati Hai. Certificate Course Ke Liye Cum Se Cum 12th Pass Hona Jaruri Hai. Jabki Diploma Ke Liye Yus Bhasha Me Certificate Jaruri Hota Hai. Iske Alava Aap Foreign Language Me Graduation Degree, M. Phil and PhD Bhi Kar Sakte Hai.

Interpreter Job Me Kitni Salary Milegi:
बतौर Translator Aapko 100-150 Rupye/Page Aur बतौर Interpreter 200-500 Rupye/Hour Kama Sakta Hai. Ak Best Interpreter 2000-4000 Rupye प्रति घंटा Tak Bhi Kama Sakta Hai.
4. Hindi Translator Jobs :-
career articles in hindi

Kaha Hai Mauke Hindi Translator Jobs Ke:
Web-Portals, Media House, Communicators and Export-Import Me Translator Ki Jarurat Hoti Hai. Universities, Multinational Companies Ke Sath Market Research Ka Kaam Karne Wali Companies Translator Ko Recruit Karti Hai. MNCs, Medical Transcriptions Me Bhi Translator Recruit Kiye Jaate Hai.

Hindi Translator Job Ke Liye Kya Karna Hoga:
Indira Gandhi National Open University Me School of Translation Studies and Training Ka Program Karvaya Jaata Hai. French, German, Spanish, Chinese Jaisi Kisi Foreign Language Me Aap Certificate, Diploma Ya Degree Kar Sakte Hai. Kai University Foreign Language Ke Course Offer Karti Hai.

Translator Job Me Kitni Milati Hai Salary:
Translator Ki Starting Salary 10,000 Se 15,000 Rupye Tak Hoti Hai. Seniority Ke Sath Yah Badhte Jaati Hai. Foreign Language Me Achhi Command Hone Par Translator Ko Bada Package Mil Jaata Hai.
5. Govt Official Language Officers Jobs :-
career planning tips in hindi

 राजभाषा अधिकारी Jobs
Job Ke Liye Kaha Mil Sakte Hai Mauke?
राजभाषा विभाग, राजभाषा अधिकारी Ke Post सृजित Karta Hai. Central Government Ke विभिन्न विभागों Me राजभाषा अधिकारी नियुक्त Kiye Jaate Hai. Ministries(मंत्रालयों) Me Official Language Officer Recruit kiye jaate Hai. Iske Alava Bhi Banks Me IBPS Ke Jariye राजभाषा अधिकारी Ki नियुक्त Ki Jaati Hai. राज्यों Me Bhi Alag-Alag Departments Me Official Language Officer Ki Vacancy Samay-Samay Par Nikalti Hai.

राजभाषा अधिकारी Banne Ke Liye Kya Karna Hoga:
Graduation Ke Baad Koi Bhi Official Language Officer Banne Ke Liye Eligible Hota Hai. IBS, Public Service Commission Ke Jariye Samay-Samay Par Vacancy Nikali Jaati Hai. Return Test Aur Interview Ke Jariye Eligible Candidates Ka Selection Kiya Jaata Hai. Isme Hindi Par Achhi Command Hone Ke Sath Hi Aapko General Study Ki Taiyari Bhi Karni Hogi.

Official Language Officer Ki Kitni Hoti Hai Salary:
Government Ke Pay-Scale Ke Hisab Se Salary Milti Hai. Seniority Ke Hisab Se Salary Badhti Jaati Hai.
6. Proof Reader Jobs :-
career in hindi language

Kaha Mil Sakte Hai Proof Reader Jobs:
Rajya Sabha, Publishing House, Newspaper, Magazine, Advertising Agency, PR Agency Ke Sath Content Me Deal Karne Wali Private Companies Me Proof Reader Ki नियुक्ति Ki Jaati Hai.

Proof Reader Job Ke Liye Kya Karna Hoga:
Proof Reader Apply Karne Ke Liye Candidate Graduate Hona Chahiye. Hindi Language Pura अधिकार Ho. Especially व्याकरण Ka Knowledge Ho. Iske Alava Typing Bhi Aana Chahiye. Typing Speed 80wpm Honi Chahiye.

Proof Reader Ki Salary Kya Hai:
Private Institutions Me Starting Salary 10,000 Se 15,000 Rupaye Hoti Hai. Vahi Government Me 30,000 Se 35,000 Rupye Par Month Salary Mil Jaati Hai. Seniority Ke Hisab Se Package Badhte Jaate Hai.
7. Hindi Teacher, Professor :-
Hindi Teacher, Professor jobs

Hindi Teacher, Professor Banne Ke Mauke:
School, College, University, Home Tutorial, Online  Teaching Job.

Hindi Teacher, Professor Banne Ke Liye Kya Karna Hoga:
Teacher's Eligibility Test Pass Karke Aap Hindi Ki Teaching Sharu Kar Sakte Hai. Higher level Par Hindi Ka Teacher Banana Hai To Net Aur PhD Bhi Karna Hoga.

Hindi Teacher, Professor Ki Salary Kya Hai:
Primary Teacher Ko 15,000 Se 20,000 Rupye Ki Salary Aasani Se Mil Jaati Hai. Higher Level Par Professor Lakho Tak Salary Paate Hai.

Friends, Hamne Is Article Ke Jariye 7 Hindi Best Jobs Ke Baare Jankari Hasil Ki, Aur Ise Private Job Kahe Ya Sarkari Naukri, Sarkari Job Ya Job Opportunities in Hindi Language, Sab Ak Hi Post Me Sari Jankari Dene Ki Koshis Ki Hai, Aapke Interest Ke Mutabik Aap Private Ya Government Naukari Select Kar Sakte Hai. Umid Karta Hu Ki Aapko Ye Article Jarur Pasand Aaya Hoga. Aap Ise Social Media Pe Share Bhi Kar Sakte Hai. Site Ki Visit Ke Liye Aapka Bahut Bahut Dhnyawaad.....

YOU MAY ALSO LIKE:
Read More

12th Ke Baad Disaster Management Me Banaye Apna Career- Best Opportunity

March 28, 2019 0
भूकंप, समुद्री तूफान, बाढ़ Jaisi Natural Disasters Ke Chalte Last Kuchh Years Me Disaster Professional Ki Demand Pure World Me बढ़ी Hai. Yah Demand India Me Bhi Itani Hi Hai, India Me Year 2011 Me Karib 2 Lakh 50 Hajar Logo Ke Liye Disaster Management रोजगार Ka Jariya Tha Aur 2020 Tak Is Field Me Average 33 Percent सालाना Ki दर Se Jobs Ke Mauke Badhne Ki संभावना Ki Jaa Rahi Hai. Ise Dekhte Huye Ye To Conform Hai Ki 12th Ke Baad Disaster Management Ak Successful Career Ka Best Option Ban Sakta Hai. Aapko Baata Du Ki Is Field Me Jyadatar Job Government Sector Me Hi Hai. United Nation Ke Anusar Last 20 Years Me Karib 30 Lakh Log Ki Natural Disasters Ki Vajah Se Death Hui Hai. Jab Ki 80 Crore Log Inse प्रभावित Huye The. 

Center for Research on the Epidemiology of Disasters Ki Ak Report Ke Anusar अनियमित मानवीय गतिविधियों Ke Chalate Pichhle 100 Saal Ke Mukable 21v सदी Me प्राकृतिक आपदा Ki संख्या 67% Badhi Hai. Is Samay Me Economic Aur Human Loss Ka Ratio Bhi Badha Hai. Ise Dekhte Huye Kaha Jaa Sakta Hai Ki Disaster Management Aane Wale Samay Ki Sabse Badi Jarurat Hai.
CAREER GUIDE IN HINDI

Sarkari Naukari Pane Ka Sabse Bada Jariya..

Government Job Pane Ka Sabse Bada Jariya Ban Sakta Hai Disaster Management. Actually, Iska संबंध Manav Jivan Ko Nuksan Pahuchane Wali प्राकृतिक आपदाओ Se Nipatane, Unke असर Ko Cum Karne Aur Bachav Ki Strategy Taiyaar Karne Se Hai. Disaster Management Professionals Ke Yogdan Ke Importance Ko Samajte Huye Ab Sarkar Bhi In Professionals Ko Bade पैमाने Par Appoint Kar Rahi Hai. Ise Dekhte Huye Is Field Me Ak Golden Future Banaya Jaa Sakta Hai.
12th Ke Baad Disaster Management Me Kon-Kon Se Course Kar Sakte Hai.

12th Ke Baad Disaster Management Me Kar Sakte Hai UG, PG Course.
Disaster Management Me Career Banane Ke Liye 12th Ke Baad Se Hi Diploma, Certificate, UG Aur PG Level Ke Courses Aur Program Available Hai. Ye Courses India Ki Kai Reputed Institutes Se Kiye Jaa Sakte Hai. Jaha Undergraduate V Certificate Course Ke Student Ka 12th Pass Hona Jaruri Hai, Vahi Master Ya MBA Jaise Course Ke Liye Cum Se Cum 50% Marks Ke Sath Graduate Hona Jaruri Hai. Country Ke Kuchh Select Institutions Me Disaster Management Me Phd Bhi Karai Jaati Hai, Jiske Liye Master Ki Degree Jaruri Hai. Jyadatar In Institute Me Admission Ki Process New Academic Session Ke Samay March Se May Month Me Puri Hoti Hai.
Disaster Management Ki Study Ke Liye Kuchh Important Institute.

Job Aur Starting Salary
Ak Baar Disaster Management Ka Course Complete Karne Ke Baad Is Field Me अवसरो Ki Koi Kami Nahi Hai. Is Field Me Jyadatar Job Government Department Me Hi Hai. उल्लेखनीय Hai Ki Sarkari विभागो Ke Fire Department, Department of Dry Management etc Me Har Saal Professionals Ki Recruitment Ki Jaati Hai. Jab Ki India Ke Bahar Foreign Me Bhi Student Apna Career Emergency Services, Local Authority, राहत Agency, NGO, UNO, World Bank, Amnesty International, Asian Development Bank, Red Cross Aur UNESCO Jaisi International Agency Me Bana Sakte Hai. Risk Management, Construction Technology Consultancy, Documentation, Insurance, State Disaster Management Etc Field Me Bhi Job Ki Possibilities Bani Rahti Hai. Graduate Professionals Apni Consultancy Bhi स्थापित Kar Sakte Hai. Iske Alava Teaching Aur Research Bhi Unke Liye Best Option Ho Sakta Hai.

Is Field Me Stating Salary Industry Aur Job Location Ke Hisab Se Alag-Alag Hai. Yaha Milne Wali Salary Is Baat Par Depend Karti Hai Ki Aap Kis Organization Se Jude Hai Aur Work Karne Ka Kitna Experience Hai. Halaki, India Me Ak Fresher Ke Taur Par Aap 15,000 Se 20,000 Rupye Tak Mahine Aasani Se Kama Sakte Hai. Agar Aapko Yahi Job Foreign Country Me Milti Hai To Aapki Salary Is Se Kai Guna Jyada Bhi Ho Sakti Hai. Experience Ke Sath Hi Is Field Me Salary Lagatar Badhti Hi Jaati Hai.

Friends Is Article Ke Jariye Hamne Baat Ki 12th Ke Baad Disaster Management Me Apna Career Kaise Banaye India Aur Out Countries Me Bhi, Agar Aap Bhi Is Field Me Apna Career Banana Chahte Ho To Hame Comment Me Jarur Bataye, Aur Article Aapko Pasand Aaya Ho To Ise Apne Dosto Ke Sath Social Media Pe Share And Like Jarur Kare, Aur 12th Ke Baad Career Ke Baare Me Aise Hi Update Pana Chahte Ho To Hamare Blog Ko Subscribe Jarur Kare. Thanks And Keep Visiting...

 Ye Bhi Padhe 

Read More

Instagram Se Kaise Kare Kamai, Yearly Earning 6 Lakh Up -Top 10 Tech Skills

March 28, 2019 0

Top 10 Tech Skills By Which You Can Get Better Salary

Freelancers Ke Sath Employers Ko Jodne Wali Global Website Upwork Ne Kuchh Samay Pahle Teji Se Badh Rahi 20 Skills Ki Ak List Taiyaar Ki Jinki Online मांग Me Bada इजाफा Dekha Gaya.

Isme Sabse Upar Natural Language Processing Hai. Apple Ki Siri Aur Amazon Ke Echo Jaise Voice Activated Virtual Assistant Tools Natural Language Processing Ki Vajah Se Hi Taiyar Hui Hai.
op 10 Of Tech Skill You Can Earn Huge Salary From Instagram

Top 10 Of Tech Skill You Can Earn Huge Salary From Instagram
List Me Second Number Par Programming Language Swift Hai, Jiska Use Apple Device Ke App Banane Ke Liye Kiya Jaata Hai. India Sahit World Ke Kai Countries Me In Profiles Ke Logo Ki Demand Hai. India Me Hi 5 Se 20 Lakh Rupye Yearly Ke Package Inke Liye Mil Rahe Hai.

Top 10 Tech Skills Jinki जबरदस्त Hai Demand.

1. Swift
Yah Apple Ki Ak Programming Language Hai Jise IOS, MacOS, WatchOS and TVOS Ke App Banane Ke Liye Use Kiya Jaata Hai. 3.50 Lakh Se 8 Lakh Yearly Package Milta Hai.

2. Social Media Management
Yaha Aapko Kisi Brand, Product, व्यक्ति Ya Corporation Ki  Social Media Progress Ko Apna Guidance Dena Hoga Ya Filtration Aur मेजरिंग Karni Hogi. 3 Se 6 Lakh Rupye Yearly Salary.

3. Amazon Marketplace Web Services
Yah Amazo Par Sellers Ko Listings, Order, Payment, Aur Reports Related Data Ko Exchange Karne Me Help Karti Hai. 4 Se 10 Lakh Yearly Salary.

4. Natural Language Processing.
Computer Science, Artificial Intelligence and Computational Linguistics Se Judi Is Field Ka संबंध Computers Me Human Languages ​​Processing (मानवीय भाषाओं की प्रोसेसिंग ) Se Hai. 6 Se 20 Lakh Yearly Salary.

5. Instagram Marketing
Yah Platform Business Aur व्यक्तियों Ko Apne Products Aur Services Ki Marketing Ki बेहतरीन सेवाएं Available Karvata Hai. 4 Se 6 Lakh Yearly Salary Milti Hai. Ye Kaam Aap Freelance Bhi Kar Sakte Hai. Isme Aapko Assignment Ke Hisab Se 10 Se 200 Dollar Par Customer Bhi Mil Sakta Hai.

6. Unbounce
Landing Page Ko Professional Use Me Lane Se Pahle Unbounce Ke Sath Yuse Published Karke Test Kar Sakte Hai. Salary 6 Se 8 Lakh Yearly.

HTML Ko Apni Template Language Banane Aur HTML Syntax Ko Application Ke Elements Ko Samjane Ki Suvidha Deta Hai. Salary 4 Se 6 Lakh Yearly

8. ताबल्यू
Iska Use Dashboards, Reports, Data Discovery Aur Visualization Ke Liye Kiya Jaata Hai. Ye Data Analysis Ki Advance Technology Hai. Salary 5 Se 7 Lakh Yearly.

Iske माध्यम Se विभिन्न Web-Based Software Applications Banai Jaati Hai. US Sahit Kai Countries Me Is Language Ke Programmers Ki Bhari Demand Hai. Salary 8 Se 10 Lakh Yearly Tak.
Read More

Sarkari Naukri Kyo Nahi Mil Pati Hai, 3 Galatiya Ko Kare Avoid

March 28, 2019 0

Sarkari Naukri Nahi Mil Pane Ki 3 Vajah

sarkari naukari

Jankari Ka Source Ho विश्‍वसनीय
Sarkari Naukari Ke Liye Koi Vacancy Nikali Hai, To Hamesha ye Koshish Kare Ki Uski Jankari विश्‍वसनीय Source Se Li Gayi Ho. Hamesha Vacancy Se Related Sabhi Jankari Official Government Agency, Official Notification Ya Official Website Se Hi Le. Jis Sarkari Agency Ya Department Ke Post Ke Liye Nikali Vacancy Par Apply Kar Rahe Hai Usko Official Website par jakar Related Sabhi Jankari jarur Check kar Le. Sath Hi Regular Update Check karte Rahe. Sirf Job Portal Par Vacancy Dekh kar Hi Apply Nahi Karna Chahiye.

Jald Se Jald Kar De Apply:
Candidates Kai Baar Last Time Pe Apply Karte Hai. Is Time जल्‍दबाजी Ke Chalte kai Baar Chhoti-Badi Galatiya ho Jaati Hai, Jiske Chalte Application Reject Ho Jaata Hai. Isliye Kisi Bhi Post Ke Liye Apply Karne Ke Liye Last Date Ka Wait Na Kare. Online Application Ya Offline Application Ki Process Open Hote Hi Apply Kar Dena Chahiye. Aksar Yeh Dekha Jaata Hai Ki Online Application Me Last Moments Me Heavy Traffic Ki Vajah Se Website Down Ho Jaati Hai.
Samay rahte yah sahi nahi hoti hai jis se aap apply karne se chuk jaate hai.

बहकावे Me Na Aaye:
Sarkari Naukari Ko Lekar Kai Aise Log Hote Hai Jo Aapko Naukari Dilane Ka Dava Karte Hai. Yadi Aap Vastav Me Apni Mahenat Ke Bal Par Naukari Pana Chahte Hai To Kabhi Bhi Aise Logo Ke Bahakave Me Na Aaye, Sarkari Naukari Ki Sabhi Process tay our निश्चित hoti hai. Use Deadline Ke Aadhar Par Pura Hi Karna Hota Hai. Isliye Kisi Ke Bhi Bahkave Me Na Aaye. Vacancy Se Related Koi Bhi Jankari Hamesha Official Website Ya Sarkar Ke Notification Se Hi Le.

Friends aapko ye post pasand aayi ho to apne facebook,whatsapp, google pluse ke friend ke sath jarur share kare, our koi problem ho to muje comment ke jariye bata sakte ho, internet happy world ki visit ke liye thanks.

YOU MAY ALSO LIKE:
Read More