Internet Happy World: Government Jobs

Hot

Showing posts with label Government Jobs. Show all posts
Showing posts with label Government Jobs. Show all posts

July 7, 2019

Interview Me Puche Jane Wale Most Important 5 Question

July 07, 2019 0
Job Interview Me Kuchh General Questions Se Har Candidate Ka Samna Hota Hai. Usually Job Seekers Technical Questions Ki Achhi-Khasi Taiyari Karke Jaate Hai, But General Questions Yani Ki सामान्य सवालों Ko Jyada Time Nahi Dete Hai. Jab Ki In Sawalo Ke Majboot Jawab Bhi Aapko Job Offer Hasil Karne Me Help Kar Sakte Hai. Yaad Rakhe Ye Sawal सुनने Me Bhale Hi सामान्य Lagte Hai, Lekin Inka Maksad Candidate's Ki Potential पहचानना Hota Hai. Yaha Interview Me Puchhe Jane Wale Aise Kuchh Sawal Aur Unki Taiyari Se Jude Interview Tips Bata Rahe Hai, Jo Aapke Kaam Aa Sakti Hai.

Interview Me Puche Jane Vale Vo 5 Sawal Aapko Mil Sakti Hai Naukri

questions in hindi with answer

1. Aapne Pichhla Job Kyo Chhoda?

Interview Me Puche Jane Wale Sawalo Me Sabse Pahla Sawal Aksar Yahi Pucha Jata Hai Ki Aapne Last Job Kyo Chhoda? Is Sawal Se Interviewer Yah Janna Chahte Hai Ki Aapne Apna Pichala Job Kis Vajah Se Chhoda. Actually, Is Sawal Ke Jariye Vo Kaam Ko Lekar Aapka Mindset Janna Chahte Hai. Aise Me Agar Growth Ke Liye Naukri Badal Rahe Hai To Yah Ak Logical Wajah Hogi. Vahi Agar Work Pressure Ya Aisi Hi Other Kisi Wajah Se Job Chhodi Hai To Uske Baare Me Kabhi Bhi जिक्र Na Kare.

2. Apne Baare Me Bataiye?

Dusra Sabse Important Sawal Har Interviewer Yahi Puchte Hai Ki Apne Baare Me Bataye, Recruiter Is Sawal Ke Jariye Yah Janna Chahte Hai Ki Aapki Professional Personal Recruiter Company Ke Liye Kis Tarah Beneficial Hogi. Is Sawal Ke Jawab Me Apply Kiye Gaye Job Roll Ko Dhyan Me Rakhte Hua Apne Experience Aur Goal's Ke Baare Me Baat Kare. Yaad Rakhe Yah Sawal Aapko Professional Behaviour Ko Samaj Ne Ke Liye Pucha Jata Hai, Aise Me Cum Se Cum Words Me Apni विशेषताओं Ke Baare Me Bataiye.

3. Salary Expectations?

Tisra Sabse Most Important Question Har Interviewer Yahi Puchte Hai Aapki Salary Expectations Ke Baare Me, Is Se Interviewer Aapse Yah Janna Chahte Hai Ki Aap Khud Ko Kaha आंकते Hai. Aise Me Jaruri Hai Ki Aap Research Karke Jaye Ki Aapke Job Profile Ke Liye Market Me Salary Range Kya Hai? Is Se Aap Recruiter Ko Ak Andaja De Payenge.

4. Future Ke Liye Kya Goals Hai?
Yah Sawal Bhi Aksar Pucha Jata Hai Ki Aapka Goals Kya Hai Future Ke Liye. Yah Sawal Puchkar Interviewer Aapse 2 Baate Janna Chahte Hai. Pahla Yah Ki Aap Unki Company Ke Liye Sahi Candidate Hai Ya Nahi Aur Dusra Yah Ki Job Ke Liye Aapke Goals Short-Term Hai Ya Long-Term. Is Se Aage Badhne Ki Aapki इच्छा शक्ति (Willpower) Aur जिम्मेदारियां (Responsibilities) Lene Ki प्रवृत्ति (Trend) Bhi Pata Chalegi. Iske Sath Hi Example Dekar समझाएं Ki Aap Company Ke Liye Kis Tarah Useful Sabit Ho Sakte Hai.

5. Aap ki Sabse Badi Weakness Kya Hai?
Is Sawal Ke Jariye Interviewer Janna Chahte Hai Ki Aap Apni Kamiyo Ko Lekar Kitne सहज Hai. Jawab Dete Hua Dhyan Rakhe Ki Weakness Sabhi Me Hoti Hai. Jarurat Se Jyada Perfection Dikhana Recruiter Ko Pasand Nahi Aata. Apni Kamiyo Ke Baare Me Baat Karte Hua Yah Bhi Bataye Ki Unhe Dur Karne Ke Liye Aap Kitne गंभीर प्रयास Kar Rahe Hai.➦ Interviewer Ko Kaise Impress Kare - Interview Tips In Hindi

CONCLUSION

To Dosto Hamne Is Article Ke Kariye Ye Jaana Ki Interview Me Puche Jane Wale 5 Most Important Question Ke Baare Me, Ab Jab Bhi Kisi Interview Me Jaye To Hamesha In 5 Baato Ka Khayal Rakhe..

  • 1. Aapne Pichhla Job Kyo Chhoda?
  • 2. Apne Baare Me Bataiye?
  • 3. Salary Expectations?
  • 4. Future Ke Liye Kya Goals Hai?
  • 5. Aapki Sabse Badi Weakness Kya Hai?

Umid Karta Hu Ki Aapko Hamara Ye Article interview questions and answers in hindi, interview questions in hindi. Jarur Pasand Aaya Hoga, Aur Aise Hi Useful Update Pane Ke Liye Hame Subscribe Kare, Like Kare Share Kare Aur Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment Section Me Jarur Bataiye, Thanks And Keep Visiting... Have A Good Day!!!!!!!


इससे जुड़े कुछ और आर्टिकल पढ़े:-

Read More

April 27, 2019

GST Me Career Kaise Banaye, Government Ne Launch Kiya 100 House Certificate Course

April 27, 2019 8
Jobs Ki Jankari Ke Related Aaj Ak Aur Topic Lekar Aaya Hu, Jise Government Ne Launch Kiya Hai Aur Course Hai Sirf 100 House Ka. Ham Baat Kar Rahe Hai Goods and Service Tax Yani Ki GST 1 July Se Lagu Ho Gaya Hai. GST Aane Ke Baad Tax Slabs and Returns Bharne Ke Tariko Me Badlav Aaya Hai. Jo Ki Abhi Kuchh Hi Businessmen Ko Samaj Me Aaya Hai. But Government Ka Dava Hai Ki Isme Koi Pareshani Nahi Hogi. Feer Bhi Businessman Bina Kisi GST Expert Ke Bina Ese Samaj Na kafi Nahi Hoga. I Mean Ki GST Ko Samaj Ne Me Businessman Ko Mushkeli Ho Rahi Hai. Esko Dekhte Huye Government Ne GST Expert Ka Workforce Badhane Ke Liye 100 House Ka Certificate Course Launch Kiya Hai. Jis Se Businessman Ko GST Ko Samaj Ne Me Koi Pareshani Na Ho. To Aise Me Aap Bhi Is Course Ka Fayda Uthakar Career Bana Sakte Ho. To Chale Baat Karte Hai GST Training Course Ke Jariye Ham GST Me Career Banakar Kaise Kamai Kar Sakte Hai.


GST Course Karke Kaise Career Banakar Kamai Kare

gst course training me career kaise banaye

Government Kara Rahi Hai 100 Hours Ka Course, GST Me Banaye Career

👉Kab Sharu Hoga GST Course:

GST Course 15 July Se Sharu Ho Raha Hai. Ministry of Skill Development and Entrepreneurship (MSDE) Ne GST Trends Professionals Ke  Workforce Ko Complete Karne Ke Liye 100 Hours Ka Certificate Course Sharu Kiya Hai. Yah Course 15 July Se Sharu Ho Raha Hai.

👉Kon Si Cities Me Ho Raha Hai GST Courses:

3 Cities Me Sharu Ho Raha Hai GST Training And Courses. Prime Minister Skill Development Plan (Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana - PMKVY) Ke Tahat GST Training Program India Ke 3 Cities Me 100 Centers Par Sharu Ho Raha Hai. Ye 3 Cities Delhi, Bengaluru and Bhopal Hai.

👉Kon Kar Sakta Hai Course:

CA, Graduate Kar Sakta Hai Course; Chartered Accountants, Company Secretaries, Graduates and Post Graduates in Commerce, Banking, Statistics, Financial Markets and Business Administration Ke Log is Training Program Me Shamil Ho Sakte Hai.

👉Course Karne Se Kya Hoga Fayda:

Is Course Ko Karne Ke Baad GST Professionals Ki Kami Dur Hogi. GST Professionals Apne Client Ko GST Tax, GST Ke Andar Registration Aur Tax Liability Calculation Samja Ne Me Help Karega.

CONCLUSION:
Friends, Is Article Ke Jariye Maine Aapko GST Me Career Guide in Hindi, GST Course Ke Jariye Kamai Karna, GST Training Course Ko Career Banakar Best Income Karne Ke Baare Me Aapko Batane Ki Koshish Ki Feer Bhi Aapko Koi Sawal Ho To Befikar Comment Me Bataye, Aapko Sahi Tarah Se Guide Kiya Jayega. Agar Aapko Post Pasand Aayi Ho To Apne Friends Ke Sath Article Ko Share Karna Na Bhule. And Aap Chahte Ho Ki Internet Update Ki Har New Jankari Aapke Email Address Par Free Me Mile To Aap Subscribe Bhi Kar Sakte Ho.

Hame Subscribe Karne Ke Liye Newsletter Ke Niche Ke Box Me Aapna Email Address Add Karna Hoga. Email ID Enter Karne Ke Baad Submit Button Par Click Kare. Email Verify Ke Liye Aapki ID Par Ak Mail Aayega Use Verify Karna Hoga. Verify Ho Jaane Ke Baad Aapko Hamari Har New Post Ki Jankari Aapke Email Address Par Mil Jayegi. And Thank You Hamari Site Ki Visit Karne Ke Liye.

ALSO READ: 

👉Business Opportunity With Nokia Will Create 20,000 New Retailers
👉Government Ki 1 Scheme Se 3 Tarah Ke Business Kaise Sharu Kare.
👉Sabse Jyada Salary Dene Wali India Ki Top 10 Highest Paying Jobs 2018
👉10th Pass Ke Liye Bank Me Part-time Job.  Kaise Kare Online Apply
👉World Ki Top 5 Brilliant Jobs (Work's) Kare Lakho Ki Kamai Ghar Baithe
👉Sarkari Naukri Kyo Nahi Mil Pati, 3 Galatiya Ko Kare Avoid
👉Social Media Marketing Se Kare Income, Government De Rahi Hai Training

Read More

Government Companies Ke Sath Business Kaise Sharu Kare, Apply Kaise Kare

April 27, 2019 0
Modi Sarkar Ne Government Companies Ke Sath Business Karna Ab Aasan Kar Diya Hai. Government In Process Ko Aur Bhi Bahetar Aur Easy Banane Ki Koshis Kar Rahi Hai. Central Government Ki Public Procurement Policy Ke Tahat Har Sarakari Company (PSU) Ke Liye Yah Vo Apni कुल खरीद Ka Cum Se Cum 20% Shopping, Small Businesses (Micro & Small Enterprises, MSE) Se Kare. Is Policy Ke Tahat Aap Bhi Government Companies Ke Vendor Ban Sakte Hai. Government Ne 358 Items Ko Small Businesses (MSI) Ke Liye Reserve Kiya Hai, Jise Big Companies Nahi Bana Sakti, Lekin Small Businessmen Iske Alava Bhi Apni Capacity Ke Mutabik Companies Ke Tenders Me Bhag Le Sakte Hai.

Aaiye, Ham Aapko Batate Hai Ki Government Companies Ke Sath Business Karne Ke Liye Aapko Kya Kya Karna Hoga.

Sarkari Companies Ke Sath Business Kaise Sharu Kare?

how-to-start-business-with-5-government-company

Kya Hai Small Businessmen Ke Liye Reserve:
Government Ne Jis 358 Items Ko Reserve Category Me Rakha Hai, Unme Air / Room Cooler, Aluminum Hardware, Automobile Head Light Assembly, Har Tarah Ke Bag, Battery Charger, Belts, Nut Bolt, Har Tarah Ke Boot and Shoes, Sandals, Cloth Covers, Cotton items, Dust Bins, Dust Shield Ladders, Hand Lamps, Hand Presses, Leather Products, Lockers, निवाड़, Papad, Polyethylene Bags, रैजर्स, Machis, Safety Pin, Shoe Laces, Steel Chairs, Steel Stools, Taps, Toilet Rules, CT, Wooden Items Etc. Shamil Hai. Jab Bhi Government Company In Items Ke Tenders Dekh Kar Small Businessman Shamil Ho Sakte Hai. Reserve Items Ki Puri List Yaha Dekhe. List of 358 Items Reserved for Purchase from Micro and Small Enterprises

1.Railway Ke Sath Kaise Sharu Kare Business
Railway Me Hajaro Chhote कारोबारी Vendor Ke Taur Par Kaam Karte Hai. Agar Aap Bhi Railway Ke Sath Business Sharu Karna Chahte Hai To Sabse Pahle MSMI Unit Ke Taur Par Apna Registration Karaye. Aaj-Kal Industry Base Online Registration Karaya Jaa Sakta Hai. Railway Ne Bhi Vendor Registration Ki Facility Sharu Kar Di Hai. Railway Ke Alag-Alag PSU Ki Site Par Online Registration Karaya Jaa Sakta Hai. Iske Baad Railway Ke Tenders Me Bhag Le Sakte Ho. MSI Ke Taur Par Aap Akele Bidder Hai, To Bhi Sabse Cum Rate Coat Karne Wali Big Company Se 15% Adhik Rate Karne Ke Bavjud Bhi Aapko Tender Mil Sakta Hai.

Railway Hand Lamps and Railway Carriage Light Fitting Keval Small Businessman Kara Sakta Hai. Lekin Iske Alava Chhote कारोबारी Nut Bolts, Forging, Metal, Fabrication, Polymers, Plastic Products, Rubber Gasket, Paint, Floor Cleaning Chemicals Ke Tender Me Shamil Ho Sakta Hai. MSI Railway Ko Stationery, Furniture etc. Ki Bhi Supply Kar Sakte Hai.

2.Oil Companies Ke Sath Kaise Kare Business
Indian Oil, Bharat Petroleum, Hindustan Oil Jaisi Government Companies Ke Sath Bhi Chhote कारोबारी Business Kar Sakte Hai. Public Procurement Policy Ke Dayre Me Ye Companies Bhi Aati Hai. Aap In Companies Ke Tender Par Najar Rakhe Aur Aapse Related Hone Tender Bhar Sakte Hai.

Tender Ke Sath Hi Aap Apne MSI Ke Certificate Bhi Lagane Hoge, Taki Aapko MSI Hone Ka Fayda Mil Sake. in Companies Me Bhi Sabse Cum Bid Karne Wali Companies Ke Mukable 15% Se Adhik Par Tender Mil Sakta Hai.

3. NTPC Ke Sath Business Kaise Sharu Kare:
Power Sector Ki Big Company NTPC Bhi 20 Percent Saman Aur Services Chhote कारोबारियों Se Leti Hai. Aap Bhi NTPC Ke Vendor Ban Sakte Hai. Iske Liye MSMI Registration Karana Hoga. Sath Hi Aapko IT Department Se Pen Card Lena Hoga Aur Excise Ya Service Tax Department Se Registration Karana Hoga. Iske Baad Aap NTPC ki Website Par Vendor Registration kara Sakte Hai. NTPC Alag-Alag शर्तों Par Tender Jaari Karti Hai. Jaise Ki Kuchh Tender Me Yearly Turnover Ke Baare Me Bhi Pusa Jaata Hai. Isliye Aapko NPTC Ke Tender Me Shamil Hone Ke Liye Cum Se Cum 1 Year Ka Wait Karna Pad Sakta Hai, Lekin Kuchh Tender Me NPTC Aisi Koi Policy Nahi Rakhti.

4. NHPC Ke Sath Kaise Sharu Kare Business:
Power Sector Ki National Hydro Power Corporation Limited (NHPC) Dvara MSMI Ke Liye Alag Se Arrangement Kiya Gaya Hai. NHPC Dvara Alag-Alag City's Me Vendor Development Program Chalaye Jaate Hai, Aur MSMI Ko Registration Kiya Jaata Hai. Iske Baad NHPC Ke Pure India Me फैले, दो दर्जन Se Adhik Projects Ke Tenders Me Hissa Le Sakte Hai. NHPC Dvara Iski Monitoring Ki Jaati Hai.

5. Defence PSU Ke Sath Kaise Kare Business:
Defence Sector Ne Apne Vendor Development Program Me MSI Ko Jodne Ke Liye Last Days Se Special Campaign Chalaya Hai. Defence Ke Sabhi PSU Me MSI Ka Registration Kiya Jaa Raha Hai. Businessman MSMI Aur Tax Related Registration Karane Ke Baad Defence PSU Me Apply Kar Sakte Hai Aur Registration Hone Ke Baad Defence PSU Ke Tender Me Bhag Le Sakte Hai.
Friends, Is Article Se Aapko Help Mili Ho To Share Jarur Kare, Aur Aisi Hi Internet Business World Ki Har New Update Pana Chahte Ho To Hame Subscribe Kare. Koi Sawal Ho To Hame Comment Ke Jariye Bataiye.

Also Read:
Read More

Digital Locker Me Apna Account Kaise Banaye, Iske Fayde Kya Hai?

April 27, 2019 1
Hello Friends, Aaj Ham Aapke Liye Ak Aur Article Lekar Aaye Hai, Jo Bahut Hi Khas Hai. Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai DigiLocker Ke Baare Me, Yani Ki Digital Locker Kya Hai, Digital Locker Ke Fayde Kya Hai, Digital Locker Me Apna Account Kaise Banaye, DigiLocker Kitna Secure Hai, Aur Bhi Bahut Sari Jankari Hindi Me Aapke Liye Lekar Aaye Hai To Last Tak Padhe, Chaliye Shuru Karte Hai.

Digital Locker Me Apna Account Aap Sirf 15 Minuet Me Bana Sakte Hai, Aur Apne Sare Documents Save Bhi Kar Sakte Ho, Ye Kaam Bahut Hi Aasan Hai. Agar Aapke Documents Kahi गुम Ho Jaaye Ya Kahi नष्ट Hone Par Aapke Paas Digital Copy Me Sabhi Documents Mojud Rahege, DigiLocker Ka Sabse Bada Fayda Yahi Hai.

डिजिटल लॉकर क्या है? और उसके फायदे क्या हैं |

DigiLocker Me Apna Account Kaise Banaye

Aur Bhi Bahut Sare Fayde Hai Jaise Ki Aapko Kahi Jaane Par Sath Me Driving License Ya Aur Documents Sath Me Rakhne Ki Jarurat Hi Nahi Hogi, RTO Ya Police Ke Driving Licence, Vehicle Ki RC Magane Par Digi Locker Par Save Documents Ko Aap Dikha Sakte Ho, Sach Me Ye Kamal Ki App Hai, Kyu Ki Ham Kahi Baar Bahar Jaate Vakht Apna Driving Licence Vagera Ghar Pe Hi Bhul Jaate Hai, To Is Problem Ka Solution Digital Locker Ne Aasani Se Kar Diya Hai.

Digital India Ke सपने Ko साकार Karne Ke Liye Government Ne Digital Locker Ko मान्यता Dedi Hai. Digi Locker Me Sabhi Documents Online Save Kiye Jaa Sakte Hai. RTO Ya Police Ke Driving Licence, Vehicle Ki RC Magne Par Digi Locker Me Save Documents Ko Dikha Sakte Ho. Government Ne Ise Valid Kar Diya Hai. Digital Locker Par Aap Sirf 15 Minute Me Apna Account Create Kar Sakte Hai, Digi Locker Me Account Create Kaise Kare, Aur Digital Locker Ka Istemaal Kaise Kare Is Se Jude Har Sawal Ka Jawab Aapko Is Article Me De Rahe Hai.

Digital Locker Me Aapke Documents Kitne Secure Hai?
Digital Locker Me Aapke Documents Utane Hi Secure Hai Jaise Aapka Bank Account Ya Feer Net Banking. Is Me Aapko User ID, Aadhaar Card Aur Mobile Number Se Link Hota Hai. Jab Bhi Aap Digital Locker Me Kaam Karege Pahle Aapke Mobile Number Pe Ak OTP (One Time Password) Aayega. Iske Dalne Ke Baad Hi Aap Usme Kaam Kar Sakenge Ya Koi Bhi Documents प्राप्त Kar Sakenge.

Digi Locker Me Apna Account Kaise Banaye.
Digi Locker Me खाता खोलने Ke Liye DigiLocker Is Link Par Jaana Hoga Ya Feer Google Play Store Se Bhi DigiLocker App Download Kar Sakte Hai. Is Website Par Jaane Ke Baad Apna Mobile Number Dalkar Continue Par Click Kare. Aapke Mobile Number Par Ak OTP Ka Massage Aayega Isko Enter Karke Verify Kare. Uske Baad Apna User Name Aur Password Banaye, Password Aap Is Tarah Se Bana Sakte Ho, Example:- Sanju@0123#*. Feer Sign-Up Par Click Kare Aur Aadhaar Number Enter Kare, Feer Sign-Up Par Click Kare. Uske Baad Aadhaar Number Dalke Verify Karle, Aapke Mobile Number Par Ak OTP Massage Aayega, Ise Dalke Continue Button Par Click Kare. Ab Ak Massage Aayega Jisme Kaha Hoga Ab Digital Locker Me Aapka Account Ban Chuka Hai, Apna User Name Aur Password Yaad Kar Le.

Digital Locker Me Documents Ko Kaise Save Kare.
Documents Ko Digital Locker Me Save Karne Ke Liye Unhe Scan Karna Hoga, Agar Aapke Paas Computer Ya Scanner Machine Nahi Hai To Bhi Aap Aasani Se Documents Ko DigiLocker Me Save Kar Sakte Ho, Aapko Karna Ye Hoga Apne Mobile Me Documents Ki Achhi Aur Clear Photo Khich Le, Usko JPG Ya PNG Format Me Save Kar Sakte Hai. Uske Baad Is Photo Ko Aap Upload Kar Sakte Ho. DigiLocker Me Folder Banane Ki Bhi Suvidha Hai. Kai Folder BanaKar School, Houses, Vehicles Ke Alag-Alag Document Rakh Sakte Hai.

Digi Locker Me Account Banane Ke Fayde Kya Hai.
Agar Aapke Document Kahi खो Jaay Ya नष्ट Ho Jaane Par Aapke Paas Digital Coppy Me Sare Documents Mojud Hoga. Agar Ham Gaadi, Aadhaar Ya Feer Koi Other Documents Ghar Me Bhul Jaate Hai To Is Se Turat Nikal Kar Print Le Sakte Hai, Ya Kisi Ko Dikha Sakte Hai. Digital Locker Me Save Documents Ko Aap Kahi Bhi Use Kar Sakte Hai Bas Internet Ki Suvidha Honi Chahiye, Jo Aaj Kal Sab Ke Mobile Me Free Net Plan Hota Hi Hai. Digital Locker Ab Sabhi Government Aur Non-Governmental Organizations Me Valid Hai. Kahi Bhi Document Verify Kara Sakte Hai. Ise Lene Ko Koi Mana Nahi Kar Sakta. Kisi Government Office Me Document Ki Photo Copy Dene Ki Bajay Aap Soft Copy De Sakte Hai.

DigiLocker Ke Extra Fayde:-
  • 100% Security
  • One Plus Storage Facility
  • Maintenance Kuchh Bhi Nahi.
  • Link Based Access Se Documents खोने Ka डर Nahi.
  • Paper Work Cum Hoga, Physical Documents Uses Me Kami Aayegi.
  • Time Ki Saving Hogi,
  • Jaha Jarurat Ho Vaha Documents Ko Share Karna Aasan Hoga.
  • 24*7 Free Service Milegi, Yani Ki Aap Jab Chahe Tab Apne Documents Ko Access Kar Payenge.
Benefits of Digital Locker

Digital Locker Kya Hai? Aur DigiLocker Me Kon Se Documents Store Kar Sakte Hai.
Digital Locker Me Aap Education, Medical, Passport, Pan, Aadhaar Card Aur Property, Se Jude Documents Ko Alag-Alag Folder Me Ak Jagah Store Kar Sakte Hai.

Hame DigiLocker Kyo Istemaal Karna Chahiye?
how to use digilocker

Kyo Ki Aane Wale Samay Me Jaruri Documents Government Direct Aapke Record Ke Liye DigiLocker Me Upload Karegi. Digital Locker Me Documents Upload Karne Ke Baad Aapko Kahi Bhi Apne Certificate Dene Ki Jarurat Nahi Hogi. Documents Share Karne Ke Liye Digi Locker Ka Link Ya Mail Hi Kafi Hai.

Kaise Banaye Apna Personal DigiLocker Account

How To Create DigiLocker Account

DigiLocker Me Apna Account Create Karne Ke Liye https://digilocker.gov.in/ Website Par Jaaye. Uske Baad Ak Page Khulega Jisme Aapko Apne Aadhaar Number Dalna Hoga. OTP (One Time Password) Ya Use Fingerprint Me Se Kisi Ak Option Ko Chune. One Time Password, Jo Email Ya Mobile Par Aayega, Ise Enter Karke Sign-Up Process Puri Kare. Is Tarah Aapka User Id Aur Password Ban Jayega. User ID Aur Password Fingerprint Process Se Bhi Hasil Kar Sakte Ho.

Aapko Hamara Ye Article Digi Locker Ke Baare Me, Digital Locker Ke Fayde, How To Create DigiLocker Account, Digital Locker Me Account Kaise Banaye, Digital Locker Kya Hai, Digital Locker Me Apne Documents Kaise Upload Kare, DigiLocker Ka Istemaal Kaise Kare, Jiski Sari Process Aapko Batai, Agar Aapko Digital Locker Ke Baare Me Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment Me Bataye, Aur Aise Hi Free Me Update Pana Chahte Ho Apne Email ID Pe To Blog Ko Subscribe Kare, Thanks And Keep Visiting...

Ye Bhi Padhe➦
Read More

Government Ki 1 Scheme Se 3 Tarah Ke Business Kaise Sharu Kare.

April 27, 2019 2
Agar Aap Koi New Business Start Karne Ke Baare Me Soch Rahe Hai To Government Ki Is Khas Scheme Ka Fayda Le Sakte Ho. But, In Sab Me Sabse Important Baat Ye Hai Ki Scheme To 1 Hi Hai, Lekin Isme Aap 3 Tarah Ke Business Sharu Karne Ka Plan Kar Sakte Ho. Government Ki Is Important Scheme Me Business Start Karne Walo Ke Liye Kai Tarah Ki Facility Bhi Dee Gayi Hai, And Income Ki Guarantee Bhi Li Jaa Rahi Hai. Yaha Tak Ki Government Apni Aur Se Financial Help Bhi De Rahi Hai.

प्रधान मंत्री जन-औषधि केंद्र क्या हैं और कैसे खोले? Full Process Guide In Hindi.


government support for small business

Ham Baat Kar Rahe Hai Government Scheme For New Business Ki. Jisme Central Government Ki Ak Scheme Hai Affordable Drugs Plan. Mins Ki प्रधान मंत्री जन औषधि केंद्र . Starting Me Government 3000 JanAushadhi Center Kholne Par Fox Kar Rahi Hai, Yah Target Pura Hone Par Dusre 6000 Center Open karegi. Is Se Judkar Aap Monthly 25000 Rupye Se Lekar Lakho Rupye Me Income Kar Sakte Hai. To Chale Baat Karte Hai प्रधान मंत्री जन औषधि Schemes Ka Kaise Fayda Utha Sakte Hai.

Start Own Business, Open Medical Store, Government will give 2.5 lakhs


Medical  Store Open Karne Par Central Government Aapko 2.5 Lakh De Rahi Hai. Pahla Tarika Hai Medical Store (JanAushadhi Kedra) Sharu Karne Ka. Jiske Liye Aapke Paas 120 Square Feet Ki Dukan Honi Jaruri Hai. Sabse Khas Baat Yeh Hai Ki Government Medical Store Kholne Ke Liye Aapko 2.5 Lakh Rupye Ki Help Karegi. JanAushadhi Kedra Kholne Ke Liye Aapko Aavedan (application) Karna Hoga. Jiske Baad Aapke Shop Ki Survey Kiya Jaayega. Survey Me Sabkus Clear Paaye Jaane Par Government Ki Our Se Iske Liye Approval mil Jayega. जन औषधि केंद्र Kuchh Jaruri Sharto (Conditions) Ko Pura Karne Par Koi Bhi Khol Sakta Hai.

Medical Store Open Karne Me Kitana Hoga Kharch:


Ak Medical Store Kholne Par Karib 2.5 Lakh Rupye Ka Kharch Aata Hai, Jo दवाओं, Shop Ka Infrastructure Pura Karne Our Fridge-computer Etc. Rakhne Me Hota Hai. Karib 1 Lakh Rupye Ki Davaye Sharu Me Leni Hoti Hai. 1.5 Lakh Rupye Infrastructure Etc. Par Kharch Ho Jaata Hai. Khas Baat Ye Hai Ki Yah Pura Kharch Government Reimbursement Ke Rup Me Aapko Vapas Kar Deti Hai. Yah Reimbursement Incentives Ke Rup Me Hota Hai, Jiski Limit Government Ne 1.5 Lakh Rupye Rakhi Hai.

Government Dava Ki Sale Par 20% Commission Aapko Degi:

Har Mahine Aap Jitani दवा Sale Karege Us Par 20 Percent Commission Aapke Account Me Aa Jayega. Details Me Batavu To Agar Aapke दवाओ Ki 1 Lakh Rupye Monthly Sale HotI Hai To Aapko Har Month 20,000 Rupye Commission Ke Rup Me Mil Jayega. Agar Sale 2 Lakh Rupye Hai To Aap 40,000 Rupye Ki Monthly Income Pa Sakte Ho.

Kaise Our Kaha Se Kare Aavedan. 


जनऔषधि Ke Liye Kare Online Apply.
Sabse Pahle Aapko Jan-Aushadhi Ki Website https://janaushadhi.gov.in Par Jaana Hoga, Jaha Aapko Jan-Aushadhi Center Sharu Karne Se Juda Ak Link Milega. Link Ko Click Karne Par Pura Application Form Mil Jayega. Form Me Sabhi Baato Ki Jankari Aur Jaruri Documents Add Karne Hoge. Iske Baad Is Address Pe Bhejna Hoga. Aap Photos Me Dikhaye Gaye Form Mujab Details Fill Karke Unke Address Par Bhej Sakte Ho. CEO, Bureau of Pharma PSU of India IDPL Complex, Gurgaon-122016
JanAushadhi.Gov.in Application Form 2017: Download
👉JanAushadhi.Gov.in Application Form 2017: Download Karne Ke Liye Yaha Click Kare.
Opening of Jan Aushadhi Store
JanAushadhi.Gov.in. Ke Baare Me.

Ya Feer JanAushadhi.Gov.in. Website Par Jakar Application Form Par Click Karke Form Ko Download Kar Sakte Hai, Yaha Par Aapko Puri Tarah Se Guide Kiya Jayega. Hindi And English Me Ya Our Bhi Bahut Sari Language Support Karti Hai. Yaha Par Aap Opening of Jan Aushadhi Store Ke Baare Me Jankari Hasil Kar Sakte Ho. Aur Sabse Khas Baat Ye Hai Ki Aap Yaha Se Online Application Form Aur Offline Application Form Fill Kar Sakte Ho. Aapko Business Plan Ke Liye Free Me Guide Kiya Jayega.

15 Public Distribution Centers can be Opened by Distributor:

15 JanAushadhi Kendra Khulva Kar Ban Sakte Hai Distributor:
In Sabhi Centers Par दवाएं Time Pe Available Ho Sake, Iske Liye Government Ne India Ke 19 States Me Distributor Bana Rahi Hai. Agar Aapke Paas Distributor Hone Ka Experience Hai To Aap Iske Liye Application Kar Sakte Hai. Agar Aapko Iska Experience Nahi Hai To Aap Jan-Aushadhi Center Open Karke Iske Jariye Distributor Ban Sakte Hai. Iske Liye Aapko Apne Area Me 15 Medical Store Kholni Hogi Ya Store Kholvani Hogi. Halaki, Aap Ke Paas Wholesale Drug License Hona Jaruri Hai. Agar Aapko Distributorship Milti Hai To Aap Iske Jariye Lakho Me Earnings Kar Sakte Ho.

Bina Jan-Aushadhi Kendra Khole  Kaise Bane Distributor:

Application (आवेदन) Karne Ke Liye Aapke Paas Wholesale Drug License Hona Chahiye. VAT Registration Kisi Pharmaceuticals Company Ka Cum Se Cum 3 Years Se Distributor Hona Jaruri Hai. Sath Hi Cum Se Cum 2 Pharmaceuticals Companies Ke Liye Pure India Me Operation Karna Jaruri Hai. Distributor Ke Rup Me Company Ka Small City's Me Yearly Turnover Cum Se Cum 1 Carore Aur Metro City's Me 2.5 Carore Rupye Ka Turnover Hona Jaruri Hai. Jyada Jankari Liye Aap Is Link Par Click Kare. JanAushadhi Government Tender Distributor

Kaise Bane जन-औषधि Scheme Ke Agent

Government Jan-Aushadhi Yojna Ke Tahat Pure India Me Agent (Clearing and Forwarding) Bana Rahi Hai. Government Ka Udesh Hai Ki Best Quality Wali Sasti दवाओं Ki Medical Store Se Lekar Distributors Tak Supply Me Kisi Tarah Ki Pareshani Na Hone Paye. Yojna Ke Tahat Agent Banane Walo Ko 30,000 Rupye Monthly Income Ki Guarantee Di Jaa Rahi Hai. Ak Agent Mahine Me Maximum 1.5 Lakh Rupye Tak Ki Income Kar Sakta Hai.

How Will Profit:

Sarkar Ki Is Scheme Ka Fayada Kaise Uthaye.
Agent Ke Liye Agar Aap Select Ho Jaate Hai To Aapki Income Monthly Basis Par Tay Ki Jayegi  Halaki, Sarkar Ka Minimum 30,000 Rupye Monthly income Ki Guarantee Le Rahi Hai. Yani Aapki Monthly Sale Kisi Vajah Se Selected Limit Se Cum Bhi Rah Jati Hai To 30,000 Rupye Payment Diya Jayega. Vahi, 30, Lakh Tak Monthly Turnover Par Yah Commission Total Sale Ka 3 Percent Hoga. 30 Se 60 Lakh Tak Ke Turnover Par Commission 2.75 Percent Hoga. Vahi, 60 Lakh Se Jyada Monthly Turnover Karne Walo Ko 2.5 Percent Yani 1.5 Lakh Rupye Tak Monthly Commission Milti Hai.

Jan-Aushadhi Scheme Ki Kya Hai Conditions:

Scheme Ke Tahat Agent Ko Apne-Apne Area Me Supply Hone Wali दवाओं, Surgical instruments Aur Other instruments Ki Stocking Karni Hogi. Clearing Ke Baad Us Area Me Mojud Distributor, Jan-Aushadhi Centers Our Hospitals Tak Cum Se Cum Time Me दवाओं Ki Supply Karni Hogi. Dhyan Rakhna Hoga Ki Center Par दवाओं Ki Kami Na Hone Paye. दवाओं Ke Stock Our Unki Supply Ke Baare Me  Daily Report BPI Ko Deni Hogi. Har Distributors Se Payment Collect Kar Unhe BPI Ke Bank Account Me Deposit Karni Hogi.

Jan-Aushadhi Kedra Ke Agent Banne Ke Liye Kya Hoga Jaruri.

Aapke Paas Cum Se Cum 5000 Square-Fit Ka Commercial Space Hona Jaruti Hai. Aapke Pas Better Storage Facility Honi Chahiye. Drugs Ke Field Me Cum Se Cum 1 Year Ka Experience Hona Jaruri Hai. Is Se Jude Documents Dene Hoge. 1.5 Carore Tak Annual Sale Turnover Walo Ko Priority Di Jayegi. Drug and Cosmetics Act Ke Tahat Aap Par Kisi Tarah Ka Vivad Nahi Hona Chahiye.

Kaise Kar Sakte Hai Aavedan:

Sabse Pahle Aapko Jan-Aushadhi ki Website https://janaushadhi.gov.in Par Jana Hoga. Jaha Par Aapko Ak Link Milega, Jisme Scheme Ke Tahat CFA Appointment Ki Jankari Hogi. Link Ko Clink Karne Par Application Form Mil Jayega, Jise Aapko Download Karna Hoga. Form Me Sabhi Baato Ki Jankari Our Jaruri Documents Lagane Hoge. Yah Form 26 April Tak Is Address Par Bhejna Jaruri Hai. CEO, Bureau of Pharma PSU of India IDPL Complex, Gurgaon-122016
Dosto Article Me Se Koi Topics Samaj Me Na Aata Ho Ya Koi Question Ho To Hame Comment Karke Bataiye. And Is Article Se Aapko Help Mili Ho, Ya Pasand Aaya Ho To Apne Friends ke Sath Share Jarur Kare. Is Se Prime Minister Ki जन औशधी परि योजना Ka Koi Bhi Fayda Utha Sake. Isliye Maximum Share Kare. I.H.W.Com की मुलाकात बदल धन्यवाद.
Read More

प्रधानमंत्री आवास योजना (PMAY) के लिए ऑनलाइन आवेदन कैसे करे।

April 27, 2019 0

Pradhan Mantri Awas Yojana Kya Hai Aur Online Apply Kaise Kare.

Central Government Ne Pradhan Mantri Awas Yojana Ke Liye Online आवेदन Ko Permission De Di Hai. Central Government Ki महत्वाकांक्षी Awas Yojana Ke Liye Ab शहरों Me Rahne Wale Garib Log Jinke Pass Ghar Nahi Hai Vo Online Apply Kar Sakte Hai. Pradhan Mantri Awas Yojana शहर Ke Liye Online Apply 2018 Me Bhi Khule Hua Hai Aur Koi Bhi Eligible Person Is Yojana Ke Liye Apply Kar Sakta Hai.

Jaruri Documents Aur Fees Kya Hai?
Online Apply Karne Ke Liye Aadhaar Number Aur Passport Size Photo Jaruri Hai. Is Yojana Ke Online Apply Karne Ke Liye जन सुविधा केंद्र Dvara 25 Rupye Fees Lee Jayegi. Apply Karne Ke Baad Candidate Ko Ak Receipt Di Jayegi Jis Par Candidate Ka Ak Photo Hoga Aur Application Number Likha Hoga. Application Number Har Ak Candidate Ke Liye Alag Hoga Jiske Jariye Application Ki Status Pata Ki Ja Sakegi.
Pradhan Mantri Awas Yojana ke liye Online Apply Kaise Kare.

Application Ka Status Kaise Pata Kare.
Application Ka Status Pata Karne Ki Process Janne Ke Liye Is Link Ki Visit Kare. https://pmaymis.gov.in/Track_Application_Status.aspx Ya Official Website pmaymis.gov.in Par Jaye.

Pradhan Mantri Awas Yojana Ke Liye Online Apply Karne Ki Process:

Step-1. Pradhan Mantri Awas Yojana Ke Liye Official Website pmaymis.gov.in Is Link Ke Jariye Website Pe Jaaye.

Step-2. Yaha Par Manu Me 'Citizen Assessment' Ke Option Par Click Kare. Agar Aap Abhi Kisi Slum (गन्दी बस्ती) Me Rahte Hai To 'For Slum Dwellers' Ke Option Par Click Kare. Ya Feer 'Benefit Under Other 3 Components' Ke Option Pe Click Kare.

Step-3. Ab Jaise Hi Aap Click Karege Uske Baad Ak New Page Open Hoga Usme Aadhaar Number Aur Aadhaar Me Jo Apna Name Hai Ise Dalna Hoga Uske Baad Check Button Pe Click Kare 
Pradhan Mantri Awas Yojana Online Apply Form

Step 4. Yadi Aapka Aadhaar Number Sahi Hai To Aapke Samne Niche Diye Gaye Photo Ke Saman Ak Application Form Open Hoga. Jisme Aapko Apni Sabhi Jankari Add Karni Hogi Aur Last Me Sabse Niche Diye Gaye Captcha Code Enter Karke Save Button Pe Click Karna Hoga. Yadi Aadhaar Number Galat Hai To Aap Dobaara Sahi Aadhaar Number Dalke Koshish Kare.

Step-5. Save/सुरक्षित Button Par Click Karne Ke Baad Aapki Screen Par Ak Application Number Diya Jayega. Jise Aap Print Kar Sakte Hai. Is Application Number Ko Aap Note Kar Le Taki Feature Me Aap Apne Application Ka Status Pata Kar Sake.

Kon Le Sakta Hai Is Yojana Ka Labh:
  • Aise Log Jiske Paas Pahle Se Ghar Hai Ya Jiske Family Member Ka Koi Ghar Hai, Vo Is Yojana Ka Labh Nahi Le Sakte.
  • आवेदक Ya Uske Family Ka पक्का Ghar Nahi Hona Chahiye Aur Vo INDIAN Government Ki Kisi Awas Yojana Ke Tahat Koi लाभार्थी Bhi Nahi Hona Chahiye.
  • Is Yojana Ke Tahat Husband-Wife Aur Unmarried Sons, Daughters, Family Me Shamil Hai. Kisi Tarah Ke Fraud Ki आशंका Nahi Rahe, Iske Liye Application Form Me Family Members Ka Aadhaar Number Dena Jaruri Hai.
  • Kamai Karne Wale Kisi Married Ya Unmarried Adult Member Ko Alag Family Maana Jaa Sakta Hai. बशर्ते Uske Naam Par Pure India Me Kahi Koi पक्का मकान Nahi Ho. Yojana Ka Labh Yah Log Utha Sakte Hai.
  • पक्के मकान Wale Mother-Father Ka/Ki कमाऊ बेटा/बेटी Bhi PMAY Ka Fayda Le Sakte Hai, बशर्ते Khud Uske Naam Par Koi पक्का मकान Nahi Hona Chahiye.

Subsidy Kitni Milti Hai.
1.6 Se 12 Lakh Rupye Ki Yearly Income Karne Wale MIG Ki Pahli Category Ke Logo Ko 9 Lakh Rupye Tak Ke Loan Amount Ke Interest Par 4% Ki Subsidy Milegi Jab Ki 12 Lakh Se 18 Lakh Rupye Ki Yearly Income Wale Dusri Category Ke Logo Ko 12 Lakh Rupye Tak Ki Loan Ke Interest Par 3% Ki छूट Milegi.

Agar Koi Is Se Jyada Loan Lega To Ise अतिरिक्त रकम Par Bank Ki Aur Se Fixed Rate Par Hi Interest Chukana Hoga.

Kaise Milti Hai Subsidy
Example Ke तौर Par Man Lijiye Agar 12 Lakh Rupye Ke Loan Par ब्याज Ka 3% Total 2.30 Lakh Rupye Ban Rahe Hai. Aise Me Yah Amount Aapke Loan Ke Amount Se Hi Minus Kar Diya Jayega, Aur बकाया रकम Par Bank Ki Aur Se Fixed Interest Rate Ke Sath EMI Bharni Hogi. Yani, 12 Lakh Rupye Me Se 2.30 Lakh Rupye Ghatane Ke Baad बची रकम 9.7 Lakh Rupaye Par Aapko 9% (Agar Bank Ki Interest Rate Yahi Ho To) Ke Interest Rate Ke Sath EMI Deni Padegi. Iska Fayda Yah Hoga Ki EMI Hi Cum Ho Jayegi Kyo Ki Government Har Mahine Aapke Loan Account Me Interest Subsidy Ki रकम Daal Diya Karegi.

Kin घरो Par Milega Loan
  • Aap Kisi Developer Ya Builder Se Ghar Kharid Rahe Hai Ya Koi Purana Makan Kharid Rahe Hai, Aap PMAY Ka Fayda Le Sakte Hai. 
  • Jo Log Ghar Kharid Ne Ki Bajay Ise Khud Banva Rahe Hai, Unhe Bhi Is Yojana Ka Labh Milega.
  • Jinke Paas Abhi पक्का मकान Nahi Hai, Vo Iski Repairs Karne Ya Isme Kuchh Aur Rooms Judvane Ya Kisi Dusre Tarah Se Iska विस्तार Karne Ke Liye Bhi Loan Le Sakte Hai.
  • Bank Aapko Mojuda पक्का मकान Me Kitchen, Rooms etc. Banvane Ke Liye Yojana Ke Tahat Loan Dene Se Yah कहकर मना Nahi Kar Sakta Ki Aapke Paas  Pahle Se Hi Pakka मकान Hai.

To दोस्तो, अब आपको पता चल ही गया होगा की प्रधानमंत्री आवास योजना (PMAY) के लिए ऑनलाइन आवेदन कैसे करे। और Pradhan Mantri Awas Yojana क्या है और उनका लाभ कैसे उठाये।

Hame Umid Hai Ki Aapko Hamara Ye Article Jarur Pasand Aaya Hoga Aur Helpful Bhi Hua Hoga, Agar Aapko PMAY Ke Online Apply Karne Me Kahi Problem Aa Rahi Ho Ya Kuchh Samaj Na Aata Ho To Hame Comment Me Bata Sakte Ho. Ya Feer Koi Aur Doubt Ho To Hame Comment Me Bataye, Aur Aise Hi Helpful Article Aapke Mobile Me Pana Chahte Ho To Hame Subscribe Kare, Like Kare, Share Kare, Thanks And Keep Visiting.... Have A Good Day!!!!!!!!

Ye Bhi Padhe➦

Read More

Ghar Baithe Kare Online Business. Modi Sarkar Ke Sath Kamai Ka Mouka

April 27, 2019 12
Modi Sarkar Ne Kai Aisi Yojnaye Sharu Ki Hai, Jo Aapko Business Karne Ka Mouka Bhi De Rahe Hai. Ye Business Aap Ghar Baithe Bhi Kar Sakte Hai, Aur Achi-Khasi Earnings Bhi Kar Sakte Hai. Modi Sarkar Ki Is Scheme Ka Fayda Uthane Ke Liye Kuchh Khas Karne Ki Jarurat Bhi Nahi Hai. Aap Aasani Se Is Scheme Ka Fayda Le Sakte Ho. Government Ne In Scheme Ke Liye Bahut Hi Aasan Process Ka Sahara Liya Hai, Taki Jyada Se Jyada Log In Scheme Se Jud Sake. Actually, Government Chahti Hai Ki Log Job Seekers Ki Bajay Job Creators Bane, isliye is Tarah Ki Scheme Launch Ki Gayi Hai, Jis Se Log entrepreneur Banne Ke Liye Aage Aaye. Agar Aapko In Schemes Ke Baare Me Pata Nahi To Aaj Ham Aapko In Schemes Ki Vistar Se Jankari Dege Aur Ye Bhi Batayege Ki Aap Kaise In Schemes Ka Fayada Le Sakte Hai.

business ideas in hindi
Solar Power Plant
Prime Minister Narendra Modi Ne Stta Sambhalne Ke Baad Sabse Pahle India Me Solar Power Production Ka Target Approx 5% Badha diya Hai. Sath Hi, Government Ne Logo Ko Apil Bhi Ki Hai Ki Vo Apne Ghar Ki छत Par Solar Plant Lagaye Aur Is Plant Se Banne Wali Electricity Government Ya  Electricity Companies Ko Beche. Iske Liye Aap Apply Karna Chahte Hai To Modi Sarkar Ne Aisa Karna Behad Aasan Kar Diya Hai. Agar Aap Solar Plant Lagva Ne Ke Baare Me Puri Jankari Lena Chahte Hai To Aap Mobile Application ARUN(Atal Rooftop solar User Navigator) Download Kar Is Scheme Ke Baare Me Puri Jankari Hasil Kar Sakte Ho. Aur Agar Aap Apply Karna Chahte Has To Aap Ministry of New and Renewable Energy Par Login Karke Aasani Se Aaply Kar Sakte Ho.

Ghar Baithe Online Kare  Ye Business:
Agar Aap Ghar Baithkar Business Karna Chhate Hai To Modi Sarkar Ne E-Portal Ke Jariye GeM (Government e-Market) Yani Ki Online Bajar Taiyar Kiya Hai. Aap Apne Ghar Me Rah kar Hi Gem Se Jud Kar Sarkar Ke Sath Jud Kar Business Sharu Kar Sakte Ho. Iske Liye Aapko Gem Par Registration Karana Hoga. Registration Ke Baad Aap Government Departments Ki Demand Ke Hisab Se Apply Kar Sakte Ho. Aisa Karne Ke Liye Aapko Manufactures Se Contact Karna Hoga Aur Demand Aane Par Vaha Se Maal Aage Supply Kar Sakte Hai. Yah Online Treading Sharu Karne ke Liye Aapko CREATE YOUR ORGANIZATION BUYER ACCOUNT Par Sign-up Karna Hoga.

Mahilaye Bhi Kar Sakti Hai Business:
Modi Sarkar Ne Mahilayo Ko Bhi Ghar Par Rah Kar Business Ka Mauka Available Karaya Hai. Is Scheme Ko Mahila E-HAAT Name Diya Hai. Mahilaye Is Online Platform Par Ghar Par Banaye Gaye Products Bhi Sell Kar Sakti Hai. Ya Manufactures Se Saman (product) banvakar Aage Bech Sakti Hai. Yah Platform Ministry of Women & Child Development Dvara Taiyar Kiya Gaya Hai. is Platform Par Mahilaye Free Me Apna Registration Karakar Apne Product Display Kara Sakte Hai, Yadi Kisi Sellers Ko Aapka Product Pasand Aata Hai To Vo Direct Aapse Contact Karta Hai. Aapko Dusre Online Treading Portal Ki Tarah Commission Bhi Nahi Dena Hoga. Agar Aap Is Portal Ke Liye Apply Karna Chahte Hai To Click Kare. Mahila e-HAAT Join Us
Bhim App Se Kaise Kare Kamai

Bhim App Se Kaise Kare Kamai
Aap Kisi Bhi Age Group Ke Ho, To Bhi Ghar Baithkar Kamai Kar Sakte Hai. Prime Minister Narendra Modi Ne Khud Kamai Ke Is Tarike Ke Baare Me Logo Ko Bataya Tha. Aap bhi Bhim Aap Ke Sath Logo Ko Jodkar Kamai Kar Sakte Ho. Bhim App Se Ak Vykti Ko Join Karne Aur Us Vykti Dvara 3 Transaction Karne Par 10 Rs. milege. Is Tarah Mahilaye Ya Students Yadi Ghar Baithe Daily 20 Logo Ko Join Karvate Hai To Vo 200 Rupaye Tak Ki Kamai Kar Sakte Hai. Bhim App Se Jodkar Income Karne Ki Yah Scheme 14 October Tak Ke Liye Hai. Vahi, Jo Bhi Dukandaar Apni Dukan Par Bhim App Ko Lagu Karega Uske Account Me 25 Rupaye Aayega. Aap Bhim App Ko Download Karne Ke Liye Link Ko Click Kar Sakte Hai. BHIM APP DOWNLOAD

YOU MAY ALSO LIKE:

Read More