Internet Happy World: Money World

Hot

Showing posts with label Money World. Show all posts
Showing posts with label Money World. Show all posts

April 27, 2019

Badi Loan Ki Musibat Se Bachne Ke 8 Asan Tarike

April 27, 2019 0
Bank Se Loan Lena Aaj Ke Samay Me Bahut Se Logo Ki Jarurat Ban Chuki Hai. Chahe Vo Jarurat Apna Business Khada Karne Ki Ho, Ya Ghar Lene Ki Home Loan Ho, Ya Gadi Lene Ki Car Loan Ho, To Kai Baar Kuchh Emergency Ke Samay Bhi Loan Lena Majburi Ho Jati Hai. Unke Alava Bhi Ham Kai Baar Government Student Loans Bhi Lete Hai. Aur Aaj Ke Samay Me Loan Lena Bhi Aasan Ho Gaya Hai, Isi Vajah Se Bhi Bahut Se Log Ise Priority Dete Hai. But Kai Baar Aisa Hota Hai Ki परिस्थितिया Ban Jaati Hai Ki Loan Lene Wala Ise Lekar Badi Musibat Me Fas Jaate Hai. In Fact India Me Bahut Se Log Investment Ki Bajaye Only उपभोग Ke Liye Loan Lene Ki Common Mistake Kar Baithte Hai. Aur Ak Din Yah Debt Liability (कर्ज देनदारी) Badhte-Badhte Itani Jyada Ho Jaati Hai Ki Ham Musibat Me Aa Jaate Hai.

8 Easy Ways to Avoid Bigger Loan Problems

Ham Apne Is Article Se Aapko E-Silverbux Consultants Pvt Ltd Ke Founder Aur Chief Consultant Officer Amit Mittal Ke Jariye Aapko Yah Batane Jaa Rahe Hai Ki Apne Budget Me Bina Bade Changes Ke Kis Tarah Se Bada Loan Khatm Kar Sakte Hai, Vo Bhi Bina Pareshani Ke. Aaiye Baat Karte Hai Loan Ki Musibat Se Bachne Ke 8 Asan Tarike Ke Baare Me.
1. How to Avoid Trouble with Loan:-
How to Avoid Trouble with Loan
1. Loan Ko Small Aur Affordable Installments Me Baat De:-
Loan Ko Small Installments Me Baat De. Sabse Pahle To Jab Aap Loan Lene Ki Planning Kar Rahe Hai To Yah Bhi Planning Kar Le Ki Yuse Kis Tarah Se Chukana Hai. Jab Aapko Lage Ki Loan Chukane Me Kisi Tarah Ki Pareshani Nahi Aane Wali Hai, Uske Baad Hi Iski Process Ko Aage Badhaye.

Agar Aapne Loan Liya Hai To Badi Installment Chukane Se Aapka Monthly Budget Prabhavit Ho Sakta Hai. Yah Bhi Ho Sakta Hai Ki Kus Mahine Itani Badi Installment Chukana Possible Na Ho Paye. Aise Me Apne Loan Ko Small Aur Affordable Installments Me Baat De. Loan Ki Installment Ko Chukane Ke Liye Calendar Me Ak Khas Date Select Kare Le. Aisa Karke Aap Ak Baar Me Loan Chukane Ki Problem Se Khud Ko Bacha Sakte Hai.
2. Ways to Avoid Debt:-
Loan Ka Use Investment Me Kare.

Bahetar Hoga Ki Aap Consumption Ki Bajaye Investment Ke Liye Loan Ka Istemal Kare. Investment Karne Par Aapko Total Amount Par Profit Ho Sakta Hai, Jiska Istemal Aap Loan Ka Interest (ब्याज) Chukane Me Kar Sakte Hai. Vahi Kai Baar Consumption Ke Liye Loan Lene Par Interest Sahi Time Pe Nahi Chuka Pane Se देनदारी Badhti Jati Hai. Aise Me मूलधन Ke Sath Yah Rashi Bhi Badhti Jati Hai.
3. Tips for Avoiding Debt:-
Daily Ke Kharche Me कटौती Kare.

Generally, Log Ak Common Mistake Yah Bhi Karte Hai Ki Loan Ke Paise Se Apne Daily Ke Kharch Ka Budget Badha Lete Hai. Es Se Finally Aapka Financial Management Bigad Jaata Hai. Agar Aapne Loan Liya Hai To Pahle Yah Baat Tay Kar Le Ki Daily Ka Budget Kam Se Kam Ka Ho. Agar Aap Highest Price Hotels Me Jaate Hai To Uske Badle Aap Low Cost Restaurants Me Jaye. Hone Wali Savings Ke Jariye Ham Loan Chukane Ne Ki Suvidha Prapt Kar Sakte Hai.
4. How to Avoid Debt Problems:-
Bank Ke Sath Loan Ke Liye Arrangements Kare.

Bank Ke Sath Aisi व्यवस्था Kare, Jis Se Loan Ki Installment Direct Aapki Salary Se Deposit Ho Jaye. Is Se Account Se Transfer Karne Ka Boz Bhi Halka Ho Jayega. Es Se Bina Deri Ke Samay Par Loan Ki Installments Bhi Deposit Ho Jayegi.
5. Ways to Avoid Debt:-
Jyada Profit Hone Par Maximum Payment Kare.

Saal Ke Kisi Mahine Agar Aap Jyada Profit Kamate Hai To Apne Kharch Ko Badhane Ki Bajaye Yuse Loan Chukane Me Deposit Kar De. Is Se Na Keval Future Me Aap Par Boz Halka Hoga, Balki कठिन वक्त Me Bhi Aapko Iska Labh Milega. Sath Hi, Is Se मूलधन Par Interest Ki Rate Bhi Ghategi.
6. Ways to Manage Debt:-
Get Help from Financial Advisors

Investment Aur Salary Ke Karan Lagatar Badhti Income Ke Sahi Management Ke Liye Ak Financial Adviser Ki Jarurat Hoti Hai. Financial Advisers Aapko Na Keval Tax छूट Ka Pura Fayda Uthane Me Help Karega, Balki Investment Ke Liye Sahi Option Ka Selection Karne Me Bhi Aapki Full Help Karega. Ak Specialist Se Prapt Jankari Ke Aadhar Par Aap Sahi Option Chun Sakte Hai Aur Ak Bahetar Financial Decision Le Sakte Hai.
7. Loan Ki Musibat Se Bachne Ka Asan Tarika:-
Become Financially Independent

Loan Ka Upyog Jyada Se Jyada Paisa Kamane Ke Liye Kare, Yus Se Loan Chukaye Aur Baki Bachi Rakam Se Apna प्रारंभिक Investment Sharu Kare. Agar Aage Badhne Ke Liye Aapko Loan Ki Jarurat Hai To Yah Bhi सुनिश्चित Kar Le Ki Yuse Samay Par Chuka Dena Hai.
8. How to Avoid Debt Problems Before they Start :-
Cheap Interest Rate Wale Loan Ke Liye Apply Kare.

Agar Aapke Credit Card Ka Score Best Hai To High Interest Rate Wale Loan Ko Chukane Ke Liye Low Interest Rate Wala Loan Lena Bhi Ak Best Option Hai. Is Se Aap Pocket Friendly Firms Se Join Kar High Interest Rates Wale Firms Se छुटकारा Pa Sakte Ho.

Hi Friends Aaj Ki Post Me Hamne Baat Ki  8 Easy Ways to Avoid Febt Problems I Mean Loan Chukane Ke 8 Asan Tarike Ke Baare Me. उमीद Karta Hu Ki Aapko Ye 8 Tarike Follow Karne Par Loan Chukane Ke Liye Kafi Helpful Hoga. Yaha Par Aapko Short Me In 8 Easy Ways Ke Baare Me Information De Raha Hu. Taki Aapko Achhe Se Samajne Me Help Mil Sake.
कर्ज मुक्ति के उपाय इन हिंदी।। कर्ज से मुक्ति पाने के उपाय।। कर्ज उतारने के उपाय
  • 1-Loan Ko Small Aur Affordable Installments Me Baat De.
  • 2-Loan Ka Use Investment Me Kare.
  • 3-Daily Ke Kharche Me कटौती Kare.
  • 4-Bank Ke Sath Loan Ke Liye Arrangements Kare.
  • 5-Jyada Profit Hone Par Maximum Payment Kare.
  • 6-Get Help from Financial Advisors
  • 7-Become Financially Independent
  • 8-Cheap Interest Rate Wale Loan Ke Liye Apply Kare.
To Friends Ye Loan Chukane Ke 8 Aasan Tarike, Aapko Pasand Aaya Ho To Follow  Jarur Kare, Agar Koi Mistake Rah Gayi Ho To Hame Bataye. And Article Se Aapko Kus Help Mili Ho To Social Media Pe Share Jarur Kare. Aur Koi Sawal Ho To Aap Comment Karke Hame Bata Sakte Hai. Aur Hamari Har New Update Apne Smartphone Par Pana Chahte Ho To Hame Subscribe Bhi Kar Sakte Ho. Thanks And Keep Visiting ..

YOU MAY ALSO LIKE POST:
Read More

Cum Paise Me Kare Ye Top 5 Online Business Hogi 20 Se 30 Hajar income

April 27, 2019 0
Aapne Dekha Hi Hoga Ki Ak Successful Businessman Ak Best Vakta (वक्‍ता) Bhi Hota Hai. Aur Business Industry Me Ak Achhe Businessman Ko Achha Vakta Hona Itana Hi Jaruri Mana Jaata Hai. Taki Vo Apne Business Ke Baare Me Bata Sake Aur Ak Achhe Salesmen Ki Tarah Apne Products Aur Services Ko Bech Sake.

Introvert (अंतर्मुखी) Logo Ke Liye Great Business Ideas

best business ideas
Lekin Agar Aap Baatein Karne Me Mahir Nahi Hai Mins Ki Aap Sharmile Hai Ya Aap Sabke Samne Ya Interviews Me Jyada Nahi Bol Pate Hai Ya Feer Achhi Tarah Se Speech Nahi De Sakte Hai To Kya Unka Matalab Ye Ki Aap Business Nahi Kar Sakte? Ji Nahi, Aisa Bilkul Mat Sochiye, Kyu Ki Aise Bhi Business Mojud Hai, Jinhe Aap Sharmila Hone Ke Bavjud Bhi Bahetar Tarike Se Kar Sakte Hai. Sabse Important Baat To Ye Hai Ki Aaj Ke Mahol Me In Business Ko Karna Behad Hi Aasan Hai. Aur Majedaar Baat To Ye Hai Ki Aapko Aise Business Karne Me Jyada Paise Bhi Nahi Invest Karna Hoga. Aaj Ki Post Me Ham Aapko Aise Hi Kuchh Online Business Opportunities Aur Internet Business Ideas Ke Baare Me Bataa Rahe Hai. Jinhe Aap Bahut Hi Cum Paiso Me Sharu Kar Sakte Ho, Aur Business Sharu Karne Ke Kuchh Deeno Ke Baad Aapko Aasani Se 20,000 Se 30,000 Rupye Mahine Ki Income Start Ho Jayegi.

Baate Karne Me Expert Nahi, To Kare Ye Top 5 Online Business Hogi Best Income

1. Online Consultant Bankar Kaise Kare Income: 
Low Cost Business Ideas Ki Baat Kare To Sabse Pahle Ye Jaan Le Ki Online Consultant Kaise Bane. Agar Aapke Paas Naye-Naye Innovative Marketing Ideas ya Innovative Business Ideas Hai To Aap Global Social Site Instagram Se Jud Sakte Ho. Instagram Aapka Registration Karne Ke Baad Aapko Apna Consultant Niyukt Kar Dega. Bahut Sari Aisi Bhi Companies Hai Jo Apni Sells Badhane Ke Liye Traditional Ideas Ki Bajaye New Ideas Chahti Hai. Iske Liye Vo Instagram Consultant Se Contact Karte Hai. Aise Me Instagram Aapko Yus Company Ke Consultancy Ka Kaam Dila Degi. Iske Liye Aap Apni Website Ya Blog Bhi Sharu Kar Sakte Hai, Lekin Aapko Social Site Ke Jariye Publicity Karni Hogi. Consultant Ke Taur Par income Kitni Hogi, Yah Project Aur Aapki Demand Par Depend Karega.

2. Online Retail Consignor Banke Kaise Kare Kamai:


Online Business Ideas Me Ak Best Option, Online Shopping Platform Ka Bhi Hai. Last Kuchh Years Se e-Commerce Ka Market Teji Se Grow Ho Raha Hai. Log Online Shopping Ko Jyada Importance De Raha Hai. Aap Bhi In Online Platform Se Judkar Apna Business Sharu Kar Sakte Hai  Iske Liye Aapko Kuchh Manufacturers Se Contact Karna Hoga. Iske Baad Aapko Amazon, Flipkart, Snapdeal Jaise Online Platform Ka Member Bankar Apne In Product Ko Bech Sakte Ho. Agar Aap Monthly 2 Se 3 Lakh Rupye Ke Products Ko Sell Kar Dete Hai To Aapki Monthly Income Aasani Se 20,000 Se 30,000 Rupye Ho Sakti Hai.

3. Writer Ya Copywriter Banke Kaise Kare Kamai, best online business:

Yadi Aap Kisi Ak Ya Kai Sare Subject Me Expert Hai, Mins Ki Kisi Subject Me Mahir Ho Aur Us Subject Ke Bare Me Bahut Kuchh Likh Sakte Ho To Introvert Ke Liye Is Se Best Work Koi Hoi Nahi Sakta. National And International Level Par Kai Aise Website Hai, Jinse Judkar Aap Writing Ya Copy Writing Ki Freelancing Kar Sakte Hai. Isme Investment Ki Baat Kare To Aapke Paas Sirf Ak Computer Aur Internet Connection Hona Chahiye.


4. Graphic Designer Bankar Kaise Kare Income:
Agar Aap Sharmile Hai, Lekin Creative Hai To Graphic Designing Ka Course Karke Freelancing Sharu Kar Sakte Hai. Jiska in Deeno Kafi Scope Hai. Iske Liye Aapko Sirf Ak Computer Aur Designer Software Ki Jarurat Padegi. Iske Baad Aap Apni Company Government Ke Paas Registered Kara Sakte Hai. Aur Company Ki Website Sharu Karke Apni Expertise (Specialization) Ke Baare Me Prachar (Publicity) Kar Sakte Hai. Jaise Ki Companies Ke Liye Logo Design, Website, Stationery, Marketing Material, Advertising Design Kar Sakte Hai. Aap Apni Company Ki Publicity Ke Liye Social Media Ki Help Le Sakte Hai, Jaise Ki Facebook, Twitter, Linkednl, Google Plus, Instagram, etc. Aur Ye Sab Platform Par Aap apni Company Ka Promotion Kar Sakte Hai Aur Vo Bhi Free Me. Is Se Aap 30,000 Rupye Par Month Kama Sakte Ho.

5. Best Online Business to Start Website/Blog:
Blogger Banke Kaise Kare Kamai? Vaise To Blogging Ke Baare Me Bahut Sare Articles Me Bata Chuka Hu Ki Blogging Kaise Karte Hai Aur Blogging Se Paise Kaise Kamaye Jaate Hai, Iske Baare Me Aap Google Pe Search Karege To Lakho Pages Aapke Samne Aa Jayega. Kyu Ki Aaj Kal India Ke Online Business Me Blogging Sabse Jyada Popular Ban Chuka Hai, Aur Vo Bhi "Blog Kaise Banaye" is Topic Ke Baare Me Article Write Karte Hai, To Aapko Me Yaha Par Short Me Batata Hu, Jyada Jankari Ke Liye Aap Google Pe Search Kare (Blogger Kaise Bane)

Introvert Logo Ke Liye Online Blogger Bankar Kamai Karna Behad Aasan Hai. Ak Computer Aur Internet Connection Se Aap Apna Blog Bana Sakte Hai. Jaha Aap Apne Subject Ke Related Article Write Karte Hai Aur Jaise Jaise Aapke Blog Ki Popularity Badhti Hai, Vaise Vaise Aapki Kamai Bhi Badhti Jayegi. Apne Product Ya Service Ka Review Karne Wali Companies Aapse Contact Kar Sakti Hai. Aur Iski instead Me Aapko Payment Bhi Karegi. Itana Hi Nahi, Aapke Blog Ki Popularity Ke Aadhar Par Google Adsense Jaisi Online Ad Services Bhi Aapko Payment Karegi. Ak Samay Ke Baad 20,000 Se 30,000 Rupye Mahina Income Ho Sakti Hai, Jo Aage Jakar Aur badhegi, Iski Koi Limit Nahi Hai.

CONCLUSION
Friend Is Post Se Ham Ak Baat Clear Kar Chuke Ki Agar Introvert Log Online Business Ke Ye Top 5 Me Se Kisi Ak Ko Chun Ke Aage Badhe To 100% Successful Ho Sakte Hai. Kyu Ki Bahut Sare Log Hote Hai Jo Publicly Baat Karne Me Hich-Kichate Hai, Yuse Sharmidgi Hoti Hai Sabke Samne Baat Karne Me To Aise Logo Ke Liye Sabse Best Option Hai home business Aur Is Baat Ka Main Example Me Khud Hu. Me Bhi Apni Baat Face To Face Karne Me Nervous Ho Jaata Hu. But Jab Baat Aati Hai Internet Ke Jariye Logo Tak apni Baat Kehne Ki To Kabhi Pise Mud Ke Nahi Dekhta.

Read More

Government Companies Ke Sath Business Kaise Sharu Kare, Apply Kaise Kare

April 27, 2019 0
Modi Sarkar Ne Government Companies Ke Sath Business Karna Ab Aasan Kar Diya Hai. Government In Process Ko Aur Bhi Bahetar Aur Easy Banane Ki Koshis Kar Rahi Hai. Central Government Ki Public Procurement Policy Ke Tahat Har Sarakari Company (PSU) Ke Liye Yah Vo Apni कुल खरीद Ka Cum Se Cum 20% Shopping, Small Businesses (Micro & Small Enterprises, MSE) Se Kare. Is Policy Ke Tahat Aap Bhi Government Companies Ke Vendor Ban Sakte Hai. Government Ne 358 Items Ko Small Businesses (MSI) Ke Liye Reserve Kiya Hai, Jise Big Companies Nahi Bana Sakti, Lekin Small Businessmen Iske Alava Bhi Apni Capacity Ke Mutabik Companies Ke Tenders Me Bhag Le Sakte Hai.

Aaiye, Ham Aapko Batate Hai Ki Government Companies Ke Sath Business Karne Ke Liye Aapko Kya Kya Karna Hoga.

Sarkari Companies Ke Sath Business Kaise Sharu Kare?

how-to-start-business-with-5-government-company

Kya Hai Small Businessmen Ke Liye Reserve:
Government Ne Jis 358 Items Ko Reserve Category Me Rakha Hai, Unme Air / Room Cooler, Aluminum Hardware, Automobile Head Light Assembly, Har Tarah Ke Bag, Battery Charger, Belts, Nut Bolt, Har Tarah Ke Boot and Shoes, Sandals, Cloth Covers, Cotton items, Dust Bins, Dust Shield Ladders, Hand Lamps, Hand Presses, Leather Products, Lockers, निवाड़, Papad, Polyethylene Bags, रैजर्स, Machis, Safety Pin, Shoe Laces, Steel Chairs, Steel Stools, Taps, Toilet Rules, CT, Wooden Items Etc. Shamil Hai. Jab Bhi Government Company In Items Ke Tenders Dekh Kar Small Businessman Shamil Ho Sakte Hai. Reserve Items Ki Puri List Yaha Dekhe. List of 358 Items Reserved for Purchase from Micro and Small Enterprises

1.Railway Ke Sath Kaise Sharu Kare Business
Railway Me Hajaro Chhote कारोबारी Vendor Ke Taur Par Kaam Karte Hai. Agar Aap Bhi Railway Ke Sath Business Sharu Karna Chahte Hai To Sabse Pahle MSMI Unit Ke Taur Par Apna Registration Karaye. Aaj-Kal Industry Base Online Registration Karaya Jaa Sakta Hai. Railway Ne Bhi Vendor Registration Ki Facility Sharu Kar Di Hai. Railway Ke Alag-Alag PSU Ki Site Par Online Registration Karaya Jaa Sakta Hai. Iske Baad Railway Ke Tenders Me Bhag Le Sakte Ho. MSI Ke Taur Par Aap Akele Bidder Hai, To Bhi Sabse Cum Rate Coat Karne Wali Big Company Se 15% Adhik Rate Karne Ke Bavjud Bhi Aapko Tender Mil Sakta Hai.

Railway Hand Lamps and Railway Carriage Light Fitting Keval Small Businessman Kara Sakta Hai. Lekin Iske Alava Chhote कारोबारी Nut Bolts, Forging, Metal, Fabrication, Polymers, Plastic Products, Rubber Gasket, Paint, Floor Cleaning Chemicals Ke Tender Me Shamil Ho Sakta Hai. MSI Railway Ko Stationery, Furniture etc. Ki Bhi Supply Kar Sakte Hai.

2.Oil Companies Ke Sath Kaise Kare Business
Indian Oil, Bharat Petroleum, Hindustan Oil Jaisi Government Companies Ke Sath Bhi Chhote कारोबारी Business Kar Sakte Hai. Public Procurement Policy Ke Dayre Me Ye Companies Bhi Aati Hai. Aap In Companies Ke Tender Par Najar Rakhe Aur Aapse Related Hone Tender Bhar Sakte Hai.

Tender Ke Sath Hi Aap Apne MSI Ke Certificate Bhi Lagane Hoge, Taki Aapko MSI Hone Ka Fayda Mil Sake. in Companies Me Bhi Sabse Cum Bid Karne Wali Companies Ke Mukable 15% Se Adhik Par Tender Mil Sakta Hai.

3. NTPC Ke Sath Business Kaise Sharu Kare:
Power Sector Ki Big Company NTPC Bhi 20 Percent Saman Aur Services Chhote कारोबारियों Se Leti Hai. Aap Bhi NTPC Ke Vendor Ban Sakte Hai. Iske Liye MSMI Registration Karana Hoga. Sath Hi Aapko IT Department Se Pen Card Lena Hoga Aur Excise Ya Service Tax Department Se Registration Karana Hoga. Iske Baad Aap NTPC ki Website Par Vendor Registration kara Sakte Hai. NTPC Alag-Alag शर्तों Par Tender Jaari Karti Hai. Jaise Ki Kuchh Tender Me Yearly Turnover Ke Baare Me Bhi Pusa Jaata Hai. Isliye Aapko NPTC Ke Tender Me Shamil Hone Ke Liye Cum Se Cum 1 Year Ka Wait Karna Pad Sakta Hai, Lekin Kuchh Tender Me NPTC Aisi Koi Policy Nahi Rakhti.

4. NHPC Ke Sath Kaise Sharu Kare Business:
Power Sector Ki National Hydro Power Corporation Limited (NHPC) Dvara MSMI Ke Liye Alag Se Arrangement Kiya Gaya Hai. NHPC Dvara Alag-Alag City's Me Vendor Development Program Chalaye Jaate Hai, Aur MSMI Ko Registration Kiya Jaata Hai. Iske Baad NHPC Ke Pure India Me फैले, दो दर्जन Se Adhik Projects Ke Tenders Me Hissa Le Sakte Hai. NHPC Dvara Iski Monitoring Ki Jaati Hai.

5. Defence PSU Ke Sath Kaise Kare Business:
Defence Sector Ne Apne Vendor Development Program Me MSI Ko Jodne Ke Liye Last Days Se Special Campaign Chalaya Hai. Defence Ke Sabhi PSU Me MSI Ka Registration Kiya Jaa Raha Hai. Businessman MSMI Aur Tax Related Registration Karane Ke Baad Defence PSU Me Apply Kar Sakte Hai Aur Registration Hone Ke Baad Defence PSU Ke Tender Me Bhag Le Sakte Hai.
Friends, Is Article Se Aapko Help Mili Ho To Share Jarur Kare, Aur Aisi Hi Internet Business World Ki Har New Update Pana Chahte Ho To Hame Subscribe Kare. Koi Sawal Ho To Hame Comment Ke Jariye Bataiye.

Also Read:
Read More

Cum Samay Me Jyada Paise Kamana Chahte Hai To Try Kare Ye 5 Website

April 27, 2019 1

Top 5 Websites Ke Sath Judkar Mahine Kamaye 5 Se 10,000 Rupaye.

earn-money-online-without-investment-opportunity

Ghar Baithe Job Karne Ka Mauka Deti Hai  5 Website. Cum Time Me Good Earning.

Internet Ke Chalte Is Samay Me E-mail Marketing Ka दायरा Teji Se Badh Raha Hai. Internet Par Badhte Users Ki संख्या Ko Dekhte Huye Kai Websites Aapko Kamai Ka Mauka Deti Hai, Aur Vo Bhi Less Time Me Good Earning. In Website Ke Sath Judkar Aap Ghar Baithe 5 Se 10,000 Rupye Mahine Kama Sakte Hai. Iske Liye Aapko Website Par Thoda Time Spend Karna Hoga. Taki Aap Is Website Ke Baare Me Jaan Sake, Aur Aap Ye Bhi Pata Laga Paye Ki In Website Ke Jariye Aasani Se Paise Kaise Kamaye Jaate Hai.

Ye Baat Aapko Isliye Batana Behatar Samja Kyu Ki In Site Se Maine Kabhi Try Nahi Kiya Hai, In Ki Vajah Me Khud Apna Blog Manage Karta Hu To Muje Dusri Site Se Paise Kamane Ki Koi Jarurat Nahi Rahti, To Aap Join Hone Ke Pahle Is Website Ke Baare Me Thodi Deep Research Karle. Yaha Par Me Sirf Un Website Ke Baare Me Bata Raha Hu, Jaha Se Aap Paise Kama Sakte Hai. Pahle Aapko In Websites Par Apna Account Banana Hoga, Account Create Karte Hi Companies Aapko Kuchh Paise Deti Hai, Lekin Inki Kuchh Terms and Conditions Bhi Hai, Jiske Tahat Hi Payment Milti Hai.

InternetHappyWorld Aapko Aisi Hi 5 Website Ke Baare Me Bata Rahe Hai, Jaha Se Aap Mail Aur Survey Ke माध्यम Se Paise Kama Sakte Hai.

Less Time Me Good Earning Karne Ka Mauka Deti Hai Ye 5 Website

1. Cash4Offers.Com
www.cash4offers.com/

Is Website Ke माध्यम Se Bhi Aap Paisa Kama Sakte Hai. Jab Aap Website Ke Gold Member Ban Jaate Hai, To 72 Hours Se Bhi Cum Time Me Aapko Payment Kar Di Jaati Hai. Aap Email Padh-Kar, Survey Ke Jariye, Cash Offers Ke Jariye, Online Games Khel-Kar Aur Friends Ko Invite Karake Yani Ki Dosto Ka Account Banava Ke Paisa Kama Sakte Hai. Is Website Par Sign-in Karte Hi Aapko Approx 5$ Yani 300 Se 350 Rupye Tak Milte Hai. Is Website Ke Jariye Aap Mahine Me 5 Se 10,000 Rupye Mahina Tak Kama Sakte Hai. www.cash4offers.com

2. Paisalive.Com
www.paisalive.com/

Agar Aap Ak Bhi Paisa Invest Kiye Bina Teji Se Paisa Kamana Cahte Hai To Yah Website Aapko Yah Mauka Deti Hai, Yani Ki Without Investment Ke Good Earning Karne Ki Best Site Hai. Paisalive Par Account Banate Hi Aapko 99 Rupye Milege. Apne 10 Friends Ko Is Baare Me Batakar Ya Invite Karke Unka Account Banvane Par Bhi Aapko Turant 10 Rupye Milege. Pahle 10 Friends Ke Baad Har Friend Par Aapko 2 Rupye Milege. Inbox Me Mail Padhne Par Aapko 25 Paise Se 5 Rupye Tak Milege. Website 15 Day Me Ak Baar Cheque Se Payment Karti Hai. www.paisalive.com/

3. SenderArnings.COM
www.sendearnings.com

Is Website Par Bhi Aap Email, Survey, Online Shopping Ke Jariye Paisa Kama Sakte Hai. Sabse Pahle Aapko Site Par Apna Account Banana Hoga Aur Apna Registration Conform Karna Hoga. Yaha Par Aapko 1 Email Padhne Par 1$ Yani Ki Karib 60 Se 65 Rupye (Dollar Ke Mukable Rupye Ki Kimat Ke Anusar) Diya Jaata Hai. Agar Aapne 6 Mahine Me Ak Baar Is Site Par Visit Nahi Kiya, To Aapka Account Deactivate Kar Diya Jayega. Payment Ke Liye Apply Karte Time Aapke Account Me Cum Se Cum 30$ Yani Ki तकरीबन 1800 Se 2000 Rupye Hone Chahiye. www.sendearnings.com

4. SwagBucks.Com
www.swagbucks.com

Swagbucks.Com Ak Famous Website Hai, Jis Par Free Me Register Karke Aap Kamai Sharu Kar Sakte Hai. Apne Facebook Account Ke Jariye Bhi Is Se Join Ho Sakte Hai. Is Site Par Bas Aapko Kuchh Samay Bitana Hai Aur Shopping Se Lekar Searching, Play, Question Answer Aur Product Ki Jankari Hasil Karni Hai. Iske Badle Me Website Aapko Kuchh Point Degi. In Point Ko Aap Shopping Karne Me Use Kar Sakte Ho Ya Feer Cash Me Bhi Badal Sakte Hai. Halaki, Isme Aapko Paisa Thoda Cum Hi Milega. Lekin, Aapke Istemaal Ki Chije Un Points Se Kharid Sakte Hai. www.swagbucks.com

5. MoneyMail.Com
Is Website Par Aap Deen Me 15 Minute Nikal-kar Email Padh-kar Kamai Kar Sakte Hai. Iske Jariye 10,000 Rupye Tak Ak Mahine Me Kama Sakte Hai. Ak Email Padhne Par Aapko 20 Paise Se Lekar 200 Rupye Tak Diye Jaate Hai. Iske Liye Aapko Har-Roj Apne Account Par Log-in Karna Hoga Aur Inbox Me Mail Ko Read Karna Hoga. Apne Kisi Dost Ka Account Banvane Par Aapko 100 Rupye Tak Diye Jaate Hai.

ALSO READ:
Read More

Famebit Se Sponsorship Le Ke, YouTube Channel Ki Earning Kaise Increase Kare

April 27, 2019 2
India Me आजकल Bahut Sare Log Blog Aur YouTube Channel Se Paise Kama Rahe Hai, Is Baat Se Aapko Bhi हैरानी Hogi Ki Ak YouTube Channel Se Itane Sare Paise Kaise Kamaye Jaate Hai. But Is Article Un Logo Ke Liye Hai Jo YouTube Channel To Bana Rakhi Hai Aur Bahut Sare Best Videos Bhi Upload Kar Rakhe Hai, Feer Bhi Adsense Se Best Income Nahi Kar Paate Hai, To Un YouTuber Ke Liye Ye Spacial Article Share Kar Raha Hu. To Read Kare Kis Tarah Se Kama Sakte Hai YouTube Par Jyada Paise, Ye Tips Follow Kare Aur Success Paaye.

YouTube Ke Liye Famebit Sponsorship Kaise Le Aur Extra Paise Kaise Kamaye

अक्सर लोग Google पे Search करते रहते है, YouTube पर Earning कैसे बढ़ाएं। या फिर YouTube से बहुत ही कम पैसे बन रहे है। Adsense Revenue से बात नहीं बन रही तो क्या करे? इस Article में आपको बताने वाला हु की आप भी अपने YouTube Channel Se Kaise Extra Paise Kama Sakte Hai, वो भी बिलकुल Legitimate तरीके से, बिलकुल सही तरीके से, YouTube Sponsorship से।
how to earn money from youtube without adsense

YouTube Channel Se Adsense Ke Alava Extra Money Earn Kaise Kar Sakte Hai.

हेल्लो दोस्तों, नमस्ते।
मेरा नाम संजय डांगर है। अगर आप किसी Successful YouTuber से बात करेंगे तो वो हमेशा यही सलाह देते है कि अपनी Income के Sources Diver से पाई करे। मतलब एक ही Income Source जैसे की Adsense पर Depend मत करिये। English में एक कहावत है Don't Put All Your Eggs In One Basket (एक टोकरी में अपने सभी अंडे मत रखो) ऐसे में आप अपने Videos के लिए Sponsorship ले सकते है। और पैसे लेकर किसी कंपनी के प्रोडक्ट के बारे में वीडियो बना सकते हैं, इस से होगा यह कि चाहे Adsense से इनकम हो या नहीं आपको पहले से अपनी महेनत के पैसे मिल जायेंगे। वैसे तो कही जगह है जहाँ से आप Paid Sponsorship ले सकते है। लेकिन इस आर्टिकल में हम FAMEBIT के बारे में Details में बात करेंगे। FAMEBIT पर अकाउंट कैसे बनाये? क्या ये Safe है? पैसे कैसे मिलेंगे? और And में एक बहुत ही जरुरी बात, तो एंड तक रीड करे।

FAMEBIT Ka Account Kaise Banaye?FAMEBIT Se Paise Kaise Kamaya Jaata Hai.

सबसे पहले FAMEBIT की Website पर जाए, Website पर आप जब पहली बार विजिट करते है तो आप एक नया अकाउंट बना सकते है। साइट के सबसे ऊपर Join Now का Button होगा उसके नीचे Creators और Brand - Agencies का Option दिखेगा, आपको Creators पर क्लिक करना होगा। क्लिक करने के बाद एक नया पेज खुलेगा। जिसमे YouTube, Twitter, Tumblr, Facebook से भी Log in कर सकते है। But मेरी सलाह ये है कि अगर आप YouTuber है तो आप Sign Up With YouTube पर क्लिक करे।
influencer marketing platform
अगर आप Paying Sponsorship पाना चाहते है तो आपको कम से कम 5000 Subscriber की जरुरत होगी। या फिर 5000 Followers आपके Facebook पर या Twitter पर होना चाहिए। अब Sign Up With YouTube पर क्लिक करके आप Google Account से Login कर सकते है। अब आपका अकाउंट बन गया है।

लेकिन क्या ये साइट Safe है? सुरक्षीत है? इन सवाल का जवाब है 100% Safe है, क्यों की Famebit को अब यूट्यूब, या यू कहु की गूगल कंपनी ने खरीद लिया है। ये बिलकुल जीनियस वेबसाइट है। तो आपको आपके बनाये Videos के लिए पैसे समय पर मिल जायेंगे।

अब चलिये देखते है कोन-कोन सी Sponsorship इस समय Famebit पर Available है। अगर आप Tech Categories या Gaming का YouTube चैनल चलाते है तो आपके पास यहाँ बहुत सारे Options है। बाकी Categories के लिए Sponsorship थोड़ी कम है। क्यों की मेरा अकाउंट Famebit पर पहले से है। अब आपका अकाउंट तो बन चूका है, अब बात करते है.....

YouTube Channel Ke Liye Famebit Se Sponsorship Lene Ki Full Process

Option 1: Channel
अब जानते है Famebit से Sponsorship कैसे ले। इसके लिए सबसे पहले Famebit Site में Login करना होगा। Login होने के बाद आपको साइट के ऊपर Channel का ऑप्शन दिखेगा। जिस पर क्लिक करने से आपको YouTube, Twitter, Tumblr, Facebook Ke Option दिखाई देगा। आप यहाँ पर Short कर सकते है कि आपको यहाँ पर किस Channel के लिए Sponsorship चाहिए। आपको YouTube के लिए Sponsorship चाहिए तो आप YouTube Select करे।
famebit instagram
Option 2: Filter By Category.
अब आपको Site के दूसरे ऑप्शन पर क्लिक करना है Filter By Category. क्लिक करने के बाद आपको बहुत सारी Category मिल जायेगी, जैसे Beauty & Fashion, Gaming & Apps, Health & Fitness, Other, Pets, Tech. में यहाँ पर आपको Tech के बारे में जानकारी दे रहा हु, आप अपनी चैनल के हिसाब से पसंद कर सकते हो। अगर आपने Tech Category पर क्लिक किया तो आपको वही Sponsorship दिखेगी, जो Tech Category के लिए Valid हो।

Option 3: Filter By Price
और फिर Filter By Price पर क्लिक करे। यहाँ पर आपको Price Select करना होगा की आपको किस Price की Sponsorship चाहिए। जैसे की Over $250, Over $500, Over $1000, Over $2500, लेकिन आपका Channel छोटा है तो आप इस बारे में अभी चिंता मत करिए इसको All ही रहने दीजिए। 

Option 4: Newest To Oldest
अब साइट के ऊपर का लास्ट ऑप्शन Newest To Oldest पर क्लिक करे। यहाँ पर अक्सर ऐसी भी Sponsorship होती है जो थोड़ी पुराणी होती है। इसलिए आप Newest To Oldest ही रखिये जो बिलकुल New यहाँ पर होगी वही आपको दिख जायेगी। आपको जो भी पसंद आये उसे सेलेक्ट कर सकते है।

YouTube Sponsorship Ke Liye Khud Apply Karna Hoga Ya Vo Hame Offers Karte Hai?

Sponsorship खुद अप्लाई करना होगा या वो हमें Offers करते है इसका जवाब है Dumo, ये एक Sales Serving Platform है। इसलिए आपको Sponsorship के लिए खुद अप्लाई करना होगा। लेकिन कभी-कभी Brands भी आपको Mail करते है, Invite करते है। उनके Products पर Videos बनाने के लिए। अगर आपको Sponsorship Offer की जाती है तो आपको Invites Option पर क्लिक करने से दिख जायेगी। जैसे की मुझे एक Sponsorship Offer मिली है। जो Invites Category में Available है।
influencer marketing companies

Sponsorship की Offer मिली है तो क्या करे?
अगर आपका चैनल अच्छा है तो Sponsorship Offer की जाती है। आपको करना ये होगा की Invites केटेगरी पर क्लिक करना होगा। उसके बाद एक Pending पेज ओपन होगा। उसमे आपको प्राइस भी बताई जायेगी की आपको इतने पैसे दिए जाएंगे। जैसे की मुझे 500$ की Sponsorship Offer की गयी है।

Sponsorship को अप्लाई कैसे करे?
चलिये अब Sponsorship को अप्लाई करना शिख लेते है। जब आपको  Sponsorship मिलती है तो उनके नीचे Sponsorship की Rating दिखती है और साइड में Proposal की Deadline दिखती है, मतलब की Proposal कितने Days तक वैलिड है। उसके बाद नीचे 2 ऑप्शन दिखेगा। Send Proposal और Not Interested. अगर आपको मिला हुआ Proposal में इंटेरेस्ट नहीं है तो Not Interested पर क्लिक कर दे। अगर Proposal को Except करना है तो Send Proposal पर क्लिक कर दे।

Proposal को Except कैसे करे?
Send Proposal पर क्लिक करने के बाद आपको Campaign Details Dikhai Dega. उसके बाद Campaign Description में आपको बताया जायेगा की स्पोंसर को किस तरह का वीडियो चाहिए।

Your Personal Details:
Your Personal Details में Enter Your Fees में आपको अपनी फीस ऐड कर दीजिए, Delivery Date में आपको बताना होगा की किस Date तक आप Video उन्हें दे देंगे। और फिर Twitter And लास्ट में Delivery Date है। Details के अंदर आप अपने Proposal के अंदर किस तरह का Content डालेंगे, और क्या क्या डालेंगे। और आपका चैनल किस बारे में है। और आपकी Audience कैसी है, वो सब बताना होगा। इस से होगा ये की Brands को पता चल जायेगा की वो सही Audience को Rich कर रहे है या नहीं! लेकिन अक्सर जब आपको invitation आया होता है तो उन्होंने ने आपका Brand या आपको जो चैनल है वो ऑलरेडी देख लिया होता है। तो Details वाला सेक्शन खासकर उन Sponsorship के लिए Applicable है जो की आप खुद Submit करते है। उसके बाद Expiry Date Add करके Send Proposal पर क्लिक कर दे।

किसी भी Gadgets के लिए Sponsorship कैसे ले?
अगर हमें कोई Invitation नहीं मिलता तो हम खुद भी Sponsorship के लिए अप्लाई कर सकते है। तो चलिए बात करते है बिना ऑफर्स किये Sponsorship कैसे ले। जैसे Invites प्रपोसल की प्रोसेस है वैसे ही है। सबसे पहले आप वेबसाइट के टॉप पर Available Option पर क्लिक करे। उसके बाद आपको बहुत सारे Gadget शो होगा। आपको अपने Channel के हिसाब से किसी भी गैजेट को सेलेक्ट करना होगा। में आपको Power Director 16 Gadget के बारे में बता रहा हु।
youtube influencer marketing
Power Director 16:
आपने बहुत सारे YouTuber को देखा होगा अक्सर वो इस तरफ की Sponsor Product पर Videos बनाते है। जैसे आप किसी गैजेट पर क्लिक करेगे तो आपको उसके बारे में सारी जानकारी मिल जायेगी। जैसे की प्राइस मुझे यहाँ Power Director 16 का 500$ मिल रहे है। उसके नीचे Campaign Description में पूरी की पूरी डिटेल्स बताई जायेगी। और मुझे यहाँ पर एक Free Digital Copy भी दे रहे है इस Software की। आप चाहे तो Send Proposal पर क्लिक करके Sponsorship के लिए प्रपोजल भेज सकते हो। इसके लिए Send Proposal पर क्लिक करने के बाद आपको अपनी फीस के बारे में Delivery Date के बारे में बताना होगा। और Proposal की सारी Details डालके Send Proposal पर क्लिक कर सकते है। लेकिन ध्यान रखने वाली बात ये है कि इस Proposal की Deadline क्या है। मुझे Power Director की Proposal की Deadline 59 Days के अंदर है। तो इस Deadline के अंदर प्रपोजल का Submission करना होगा।

अगर आपका एप्लीकेशन पढकर किसी ब्रांड्स को आपका प्रपोजल पसंद आता है तो वो आपको वापिस Massage करेंगे। हो सकता है कि वो आपको पैसो के मामले में थोड़ा नेगोशिएट भी करे, तो आप सही सही प्राइस सेलेक्ट करे, ना ज्यादा ना कम। देखिये एक General Rule Of The Thumbs तो ये है कि अगर आपके 500000 Subscriber से कम है तो आप 400 से $500 चार्ज कर सकते है। यही रेट Asia, या India में देखा गया है।

YouTube Sponsorship Se Paise Kaise Milege.
Payment की डिटेल्स के बारे में बताने जा रहा हु। Available Payout Method ये हर Country में Same नहीं है। आप Direct Deposit ले सकते है अपने बैंक अकाउंट में या फ़ीर आप Peypal Account से भी पेमेंट ले सकते हो। और USA में तो आप Check से भी पेमेंट ले सकते हो। अगर आप Wire Transfer से पैसे लेते है तो फिर आपका Sponsorship मिनिमम 100$ का होना चाहिए। और उसमें से 15$ कट जायेगे।

Collaboration:
दो जरुरी बाते। पहली बात तो ये की आप यहाँ पर Collaboration के लिए दूसरे YouTuber या Digital Inventions को खोज सकते हैं। अगर आप खुद Collaboration Post करना चाहते हैं तो वह भी यहां पर पॉसिबल है चले वो भी देख लेते हैं। साइट के ऊपर Sponsorship के आगे Collabs दिखाई देगा। 
influencer marketing software
Audience Country:
Collabs पर क्लिक करके देख सकते हैं कि कौन-कौन Collaboration के लिए फिलहाल अवेलेबल है। आप यहां पर Gender चूस कर सकते हैं, Age चूस  कर सकते हैं, और Country भी चूस कर सकते हैं, चलिये यहाँ पर हम Country में इंडिया डालकर देखते हैं किस तरह के यहां पर Collaboration अवेलेबल है। यहाँ पर आपको बहुत सारे Creator's मिल जायेंगे। और वो लोग जो कहते है कि उन्हें समझ नहीं आता कि वह कहा से Collaboration करे, युसे आप यहां पर देख सकते हैं। आपको यहाँ पर REACH भी दिखाई देगा। यानि की कितना बड़ा ये चैनल है तो यहाँ पर क्लिक करके देख सकते है। तो यह तो थी Audience Country और दूसरी है Creator's Country.

Creator's Country:
आप Creator's Country दोबारा से इंडिया डालें। यह जरुरी नहीं कि आप इंडिया ही डालें, अगर आपका चैनल इंग्लिश में है तो आप कोई और कंट्री भी चुस कर सकते हैं। और Channel Category में यहां पर मैंने Tech डाला है। तो आपको बहुत सारे चैनल दिखाई देगा और कई चैनल तो काफी बड़ीे भी है तो आप इनमे से किसी को भी Request Collabs के बटन पर क्लिक कर के Request कर सकते है कि आप Collaboration चाहते है।

Disclosure:
सबसे जरुरी बात। अगर आप Video बनाने के लिए Sponsorship लेते हैं तो उसे Disclose करना मत भूलिए। YouTube की Terms And Condition के अनुसार आपको बताना ही पड़ता है कि Video Sponsored है। इसके लिए आपको अपने Sponsored Video के नीचे Description के अंदर आपको This Video Is Sponsored. Add करना होगा। Description के अंदर ये लाइन डालना बहुत ही जरुरी है। और दूसरी बात Advance Settings में अगर आप जायेगे तो वहा पर नीचे Content Declaration में Check Box होगा, जहा लिखा है This Video Contents Paid Promotion Such As Paid Product Placement, Sponsorship Or Endorsement यहाँ पर आपको टिक✅मार्क करना होगा। अगर आप ये नहीं Disclose करते तो भारी Penalty पड सकती है। और आपका Videos Demonetize भी हो सकता है। या Strike भी मिल सकती है। इसलिए इस बात का ध्यान जरूर रखें। USA में FT6 Guidelines के हिसाब से ये जरुरी है।
how to get paid on youtube
Famebit से आप अपने influence को Monetize कर सकते हो। Sponsorship लेकर Extra पैसे कमा सकते हैं। उमीद करता हु YouTube से आप और भी ज्यादा पैसे कमाएंगे। Article पसंद आया हो तो Like, Comment And Share जरूर करे थैंक्स एंड कीप विजिटिंग...

Related Search:
famebit acquired, how to make money on social media, how to get paid on youtube, famebit competitors, influencer marketing software, how to earn money from instagram, influencer marketing platform, 
Also Read;
Google Se Online Earning Karne Ke Sabse Aasan Tarika
Jyada Paisa Kamana Chahte Hai To Avoid Kare Ye 7 Baate
Free Time Me Paise Kamane Ke 3 Asan Tarike- Ghar Baithe Kamai
Internet Se Earning Karne Ke Sabse Best And Easy Ways
Bina Ads Ke WhatsApp, [Facebook] Kaise Karte Hai Kamai Secret Details
Mobile Internet Se Online Paise Kamane Ke Sabse Aasan 5 Tarika
Sikhe Paise Kamane Ka Talent In 5 Movies Se
Cum Paise Me Kare Ye Top 5 Online Business Hogi 20 Se 30 Hajar income
World Ki Top 5 Brilliant Jobs (Work's) Kare Lakho Ki Kamai Ghar Baithe
Social Media Marketing Se Kare Income, Government De Rahi Hai Training
Read More