Online Work Ko Lekar Fraudsters Ki संख्या दिनबदीन Badhati Jaa Rahi Hai. Ye Fraudsters Paise Dene Ka Waada Karke Online Kaam To Kara Lete Hai, Lekin Paise Nahi Dete Hai. Aise Fraudster Se Careful Rahne Ki Nasihat Dete Huye Aapko Online Work Karke Kamai Karne Baare Me Bataa Rahe Hai Ham.
Paise Kamana Har Kisi Ka Sapna Hota Hai Feer Chahe Vo नौकरीपेशे Wala इंसान Ho, Businessman Ho Ya Feer बेरोजगार. Iske Liye Log Alag-Alag Tarah Se
Positive प्रयास Bhi Karte Hai. In Sabke Bich Agar Aapke Paas Thoda
Free Time Hai, Aur Internet Ka Thoda Bahut Knowledge Hai, To
Online Kamai Aapki
Income Badhane Ka Ak Brilliant Ways Hai. Iske Liye Aapko Kahi Jaane Ki Jarurat Nahi, Balki Kamai Ghar Baithe Bhi Ki Jaa Sakti Hai. Aaj Ke Article Me Ham Aapko
Online Earnings Karne Ke 10 Popular Tariko Ke Baare Me Batane Jaa Rahe Hai. Aaj Ke Article Ke Hamara Main Topic Hai
Online Internet Se Kamai Karne Ke 10 Popular Tarike. Aaiye Jaante Hai Kya Hai Vo 10 Tarike.
- 1. Self-publish eBooks:
- 2. Photo Bechakar Kaise Kamai Kare:
- 3. Online Work:
- 4. Google Adsense:
- 5. E-tutor:
- 6. Youtube Se Kamai:
- 7. BuySellAds:
- 8. Paid Review:
- 9. Apps Ka Business:
- 10. Online Purane Saman BechKar Kare Kamai:
Online Internet Se Kamai Karne Ke 10 Popular Tarike.
➧1. Self-publish eBooks:
Agar Aapko Writing Se Pyaar Hai, To Kai Website Paise Dekar
Online Book Likhane Se Lekar Uski Royalty Se Kamai Karne Ka मौका Deti Hai. Inhi Sites Me Se Ak Hai Amazon. Amazon Kindle
Direct Publishing Ke Name Se Yah Feature Chalati Hai. Isme Koi Bhi Online Book Likh kar Ise
Kindle Book Store Par Daal Sakte Hai. Iski Sell Hone Par Writer Ko
70% Tak
Royalty Milti Hai. Ye Site Aur Self-publish eBook Ki Jyada Jankari Ke Liye
Amazon Kindle Direct Publishing Par Click Kare. Is Par Aap Apna Account Bhi Banakar Regular Member Ban Sakte Hai.
Amazon Kindle Direct Publishing Kya Hai aur Paise Kaise Kamaye.
➧2. Photo Bechakar Kaise Kamai Kare:
Online Earnings Ke Dusra Popular Tarika Hai
Photos Ki Selling.
Photo Stock Rakhne Wali Website Bhi Aapke Online Income Ka Jariya Ban Sakti Hai. Pure World Me
Shutterstock,
shutterpoint Aur
IStockPhoto Jaisi Kai Website Photo Kharid Kar Uska Payment Karti Hai. Isme Site Ke Member Ko Apni Photo Ko Site Par Submit Katna Hota Hai. Feer Uske Baad Site Ki Policy Ke Anusar Aap
15 Se
85% Tak
Royalty Paa Sakte Hai.
➧3. Online Work:
UpWork Aur
Elance Jaisi Site Online Kamai Karne Ke Mamale Me Pure World Me Famous Websites Me Se Ak Hai. In Dono Sites Me Sabse Pahle Aapko Test Dekar Khud Ko Register Karna Padta Hai. Uske Baad Alag-Alag Kaam Ke Liye Members Ko Contract Aur Freelancer Ke Roop Me हायर Karti Hai. Work Complete Hone Ke Baad Site Aapko
Par/Hour Ya Feer अन्य Tariko Se Paisa Deti Hai.
➧4. Google Adsense:
Google Adsense Ke Jariye Aap Blog Par Advertisement Bhi Laga Sakte Hai, Jis Se Kuchh Kamai Ka Jariya Ban Sakta Hai. Google Ki Service Adsense Ki Aur Se Diye Gaye Advertise Ko Apne Blog Par Lagana Hota Hai. Yah Aapko Har Us Click Ke Liye Payment Karega Jo Aapke Blog Par Dikhai Gaye Advertisement Par Hoga. Google Adsense Aapko Kai Tarah Ke Advertisement Provide Karta Hai Jaise
Video, Picture, Text, Banner Etc. Aap Inme Se Apne Liye Best Advertisement Select Karke Apne Blog Par Laga Sakte Hai. Adhik Jaanne Ke Liye Click Kare
Google Adsense Se Free Blog Banake Paise Kaise Kamaye.
➧5. E-tutor:
E-tutor Bhi Online Kamai Ke Famous Tariko Me Se Ak Hai. Bahut Sari Website Alag-Alag Subject Ko Lekar Logo Se
Paid e-tutor Ki Facility Provide Karati Hai. Inme
TutorVista Aur
2tion.net Jaisi Main Site Hai. User Aisi Hi Sites Par Khud Ko Register Kar Few Hours पढ़ाकर
Big Earning Kar Sakta Hai.
➧6. Youtube Se Kamai:
Youtube Ab Aapke Original Video Ko
Online Distribute Kar, Us Se Hone Wali Kamai Me Aapko Hissa Deti Hai.
Youtube Partner Program Me Shamil Hone Ke Liye Users Ko Sabse Pahle
Youtube Creators Partner Par Jakar Youtube Partner Program Ke Liye Apply Karna Hoga. Users Ko Isi Registration Ke माध्यम Se Apne Video Upload Karna Hoga.
Youtube Ki
Technical Committee Originality Aur
Quality Ka Testing Karegi. Iske Baad Video Par Milane Wale Advertisement Ka Hissa Users Ko Diya Jayega.
YouTube Se Paise Kaise Kamaye
➧7. BuySellAds:
Yah Bhi Ak
Online Marketing Ka Jariya Hai. Iske Jariye
Direct Advertisement Beche Jaa Sakte Hai. Aapke Blog Ko Diye Gaye Advertisement Ke एवज Me Yah Apni Commission Lete Hai. Iske Advertiser Se Aapka Direct Contact Nahi Hota.
➧8. Paid Review:
Software Ya Other Products Ke Liye Likhna. Agar Writing Me Aapki क्षमता जबरदस्त Hai To Iske Jariye Aap Kamai Kar Sakte Hai. Iske Alava
Infolink Bhi Ak Jariya Hai.
➧9. Apps Ka Business:
Smartphone Aur Tablet Ke Liye Lakho Application Banke Bik Rahi Hai. Agar Aapke Paas App Banane Ke Liye Best Idea Hai To Aap Bhi Kisi App Developer Ki Service Lekar Apni App Banva Sakte Ho. App Banane ke Baad 30 Se 100$ Ki Yearly Fees Dekar Google, Apple, Microsoft Ke Windows Store Par Registration Karva Sakte Ho.
➧10. Online Purane Saman BechKar Kare Kamai:
nice post hai bhai
thank you