एटीएम स्कीमिंग से बचने के तरीके / Ways to Avoid ATM Skimming
Aaj Ke Article Me Ham Aapko Batane Ja Rahe Hai ATM Card Skimming, Cloning, Fraud Kaise Hote Hai Aur Unse Kaise Bache, Agar Ham Kuchh सावधानियां बरतें To Ham In Chijo Se Bach Sakte Hai. Actually, ATM Skimming ATM Fraud Ka Ak Naya Tarika Hai, Jo Haal Hi Me Pata Chala Hai Inse Bachne Ke 6 Tarike Bata Rahe Hai Ham Aapko, Aap Last Tak Article Ko Padhe.
ATM Ke Jariye Fraud Karne Wale शातिरों Ne ठगी Ka Ak Naya Tarika Khoj Nikala Hai Jisme Aapka ATM Card Churane Ki Bhi Jarurat Nahi Hai. ठग
ATM Skimming Ke Jariye Customers Ke Account Se Paise Nikal Lete Hai. Ye Sara
Scams Kis Tarah Se Hota Hai Iske Baare Me Bank Officers Khud Customers Ko जागरूक Kar Rahe Hai. Aapko In Fraud Se Bachne Ke Ke Liye Kon Si सावधानियां Rakhni Chahiye Aur
ATM Ka Use Kis Tarah Se Karna Chahiye, Credit Card, Debit Card Ke Fraud Hone Se Kaise Bache. Iske Baare Me Aaj Ham Aapko Batane Jaa Rahe Hai. 🔄
Aapke Sath Ho Sakta Hai ATM Fraud Jaane Kaise? 20 Safety Tips
ATM Fraud Ka Naya Tarika ATM Skimming Kya Hai
Aapke ATM Card Ke Baare Me Information Churana ATM Skimming Kahlati Hai. Is Me ठग ATM Card Reader Ke Upar Nakali Card Reader Laga Dete Hai. Aur Keyboard Ke Upar Scanner Laga Dete Hai. Card Reader Aapke Card Me Magnetic Tape Ki Secret Information Store Kar Leta Hai Aur Scanner Keyboard Par Password Ko Record Kar Leta Hai. Aap Niche Video Me Bhi Dekh Sakte Ho, Ye Sara Fraud Kaisa Hota Hai.
Yah Scam Kaise Hota Hai?
Card Reader Ke Jariye Aapke Card Ki Magnetic Tape Ki Secret Information Aur Skimmer Se Password Churane Ke Baad शातिर ठग ATM Card Ka Clone Taiyaar Kar Lete Hai.
Skimmer Ki Pahchan Kaise Kare?
Sabse Pahle Jis ATM Me Aap Paise Nikalne Ke Liye Jaate Hai Us Machine Ko Achhi Tarah Se Dekh Le. Keyboard Ya Card Reader Me Kuchh अजीब Lage To Vo ATM Machine Use Na Kare. ठिला Card Reader Aur फिसलती Keyboard Ka Button Par Dhyan De. Khas Kar Aap Vahi ATM Machine Ka Use Kare Jo Har Baar Aap Paise Nikalne Jaate Hai, Is Me Thoda Sa Changes Hone Par Aapka Dhyan Jayega. Aur Aapko Pata Bhi Jald Lag Jayega.
ATM Skimming Se Kaise Bache?
Jab Bhi Aap ATM Me PIN Code Dalte Hai To Keyboard Ko हाथ Ya Body Ke Jariye ढंक Le. Kyo Ki Aas-Paas Camera Bhi Ho Sakte Hai. Iske Sath Hi Bank Se Daily Hone Wale Transaction Ki Information Ke Liye SMS, Email Facility Ko Activate Rakhe.
Information Chori Hone Par Kya Kare?
घटना Ke Baare Me Turant Bank Ke Customer Care Service Ko Inform Kare. Iske Baad Jis Bank Me Aapka Account Hai Us Bank Ko Bhi Inform Kare. Bank Ko Inform Karne Me Jitni देरी Karenge Utana Loss Uthana Aapko Pad Sakta Hai.
ATM Skimming Hone Par Aapko Paise Milenge Kya?
Yes, Agar Aapki Koi Galti Nahi Hai Aur Aap Real Me Scammer Ka शिकार Hua Hai To Aapke Loss Ki भरपाई Vo Bank Karega Jisme Aapka Account Hai. Halaki, Iske Liye Kai Liye Rule Law Hai.
ATM Skimming Se Bachne Ke 6 Tarike:
- Jis ATM Me Guard तैनात Na Ho Vaha Se Customers Paisa Na Nikale.
- Customer Apna ATM Card Kisi Aur Ke Hath Me Istemaal Ke Liye Na De.
- ATM Cabin Me Agar Koi Aur Hai To Uske Bahar Nikalne Par Hi Machine Ka Use Kare.
- ATM Me Jaha Par Card Dala Jaata Hai Ise Thoda Khich-Kar Dekhe. Agar Cloning Machine Fit Ki Gai Hogi To Pata Lag Jayega.
- ATM Ka Use Karte Samay Jaha Par ATM Card Lagaya Jaata Hai Vaha Green Light जलने Lagegi. Yah Light Tab Tak Nahi Rukegi Jab Tak Customer Withdrawal Kar Card Vapis Nikal-Kar Aage Ki Transaction Ke Liye Cancel Nahi Kar Deta.
- Green Light Nahi जलती Hai To Matalab Hai Ki Machine Ke Sath Kisi Ne छेड़छाड़ Kar Ise Hang Kiya Hai. Aise Me Us Machine Ka Use Na Karne Me Hi Aapki Bhalai Hai.
To दोस्तो, अब आपको पता चल ही गया होगा की एटीएम स्कीमिंग से बचने के तरीके क्या है / Ways to Avoid ATM Skimming, और ATM Ka Use Kis Tarah Se Karna Chahiye, Credit Card, Debit Card Ke Fraud Hone Se Kaise Bache
Hame Umid Hai Ki Aapko Hamara Ye Article Jarur Pasand Aaya Hoga Aur Helpful Bhi Hua Hoga, Agar Aap In Baato Ka Dhyan Rakhege To Kabhi Aapke Sath ATM Fraud Nahi Hoga. Feer Bhi Aapko Koi Doubt Ho To Hame Comment Me Bataye Aur Aapke Sath Bhi Aisa Hua To Hamare Sath Apni राई Share Kar Sakte Ho. Aur Aise Hi Helpful Article Aapke Mobile Me Pana Chahte Ho To Hame Subscribe Kare, Like Kare, Share Kare, Thanks And Keep Visiting…. Have A Good Day!!!!!!!!