Job Market Me
Master In Computer Application Yani
MCA Ki Kafi Demand Hai. Aise Me Ak Achhe
Institute Se MCA Karne Wale Students Ke Liye
Jobs Ki Koi Kami Nahi Hai. Ye Jobs
Private Companies Se Lekar
Academic,
Research Aur
Government Sector Me Bhi Mil Sakte Hai. Yahan Ham Bataa Rahe Hai Ki
Agar Aap MCA Karte Hai To Aapko Kaha Kaha Aur Kis Tarah Ke Job Mil Sakte Hai. Aur Last Me
Graduation Complete Hone Ke Baad Job Pane Ke Liye 3 Jaruri Baate…
Graduation Ke Baad Kya Kare Jaha Jobs Ke Ho Kai मौके.
MCA Ke Baad System Programmer Ka Job Aasani Se Mil Jaata Hai. System Programmer Computer Ke Application Programs Par Research Karne Ke Baad Yuse Develop Aur Adopt Karte Hai.
MCA Karne Ke Baad Aap Software Engineer Bhi Ban Sakte Hai. Software Engineer New Program Taiyar Karte Hai.
Ye IT Ki Help Se Business Problems Ko Solve Karne Ke Liye Kaam Karta Hai. MCA Ke Baad Is Field Me Jobs Ki भरमार Hai.
4. Network Administrator:
|
|
Company Ke
Network Ki
Planing,
Maintenance,
Handling and
Trouble Shooting Ka Kaam Ak
Network Administrator Ke Jimme Hota Hai.
MCA Holder Ke Liye Ye Job Aasani Se Available Ho Jaati Hai.
HTML, DHTML, Flash, Java Script etc. Ke Istemaal Ke Sath Website Banane Aur Design Karne Ka Kaam Karte Hai.
Kis Companies Me Hai Jobs Ke Mauke
MCA Ke Baad Aap Government Sector Me उपलब्ध अवसरों Ke Liye Apply To Kar Hi Sakte Hai, Sath Hi Sath Google, Microsoft, Infosys, Cisco, HCL, TCS, Wipro, IBM, Oracle, Jaisi Software Companies Aur Consultancy फर्म्स Me Bhi Job Hasil Kar Sakte Hai
MCA Ke Liye Ye Hai Major Institutes:
Graduation Ke Baad Job Pane Ke Liye 3 Jaruri Baate.
Agar Aapne
Graduation Kar Liya Hai Aur Job Karne Ke Liye Khud Ko Taiyar Kar Rahe Hai To Kuchh Baato Ka Dhyan Rakhna Jarur Hai. Yah Samay Kuchh Aisa Hota Hai Jaha Aapko Kafi Soch-Samajkar Faisala Lena Hota Hai. Agar Aap Chahte Hai Ki Aapko
Best Salary Wali Naukari Ke Sath-Sath
Job Satisfaction Bhi Mile To In Baato Par Graduation Ke Baad Dhyan De.
1. Apna Homework Karte Rahe
Jyadatar Students Jo Graduation Ke Baad
Job Search Karte Hai, Vo Ghar Par Baithkar
Homework Karna Bhul Jaate Hai. Yaha Homework Ka Matlab Collage Ke Us Task Se Nahi Hai, Jise Ghar Par Baithkar Pura Karna Hota Hai. Yahan Homework Ka Matlab Companies Se Judi
Research Se Hai. Aap Companies Ke
Product, Workers & Financial Background Ke Baare Me Jankari Hasil Kar Sakte Hai. Aap Jis Company Me Kaam Karna Chahte Hai, Uske Baare Me Yah Janna Jaruri Hai Ki Uske
प्रतिस्पर्धी Kon Hai? Company Ko Aap Kis Tarah
Benefit Dila Sakte Hai? Ye Kuchh
Basic Baate Hai Jis Se Jude Huye Sawal Aapse
Interview Me Companies Puchh Sakti Hai. Aise Sawalo Ke Liye Homework Karna Jaruri Hai.
2. Kaam Ke मुल्यो Ko Parkhna Hai Jaruri.
Aaj Ka Jamana
Multi Talented Logo Ka Hai. Collage Me Agar Aapne Ak Sath
Academics, Sports, Part Time Work Aur Kai Tarah Ke Dusre
Activity Me Hissa Liya Hai To Yuse Apne Job Se Jode Aur Dekhe Ki Yaha Bhi Aap Kai Tarah Ke Kaam Kar Sakte Haai Ya Nahi. Apni Kaam Ki जांच Karte Huye Dekhe Ki Agar Company Aap Par विश्वास Karke Kuchh चुनोती Bhare Kaam Deti Hai To Aap Use Kaise Karege? Apne Baare Me Yah Janna Jaruri Hai Ki Aap Kitne Mahenti Hai.
3. विपरीत परिस्थितियों Ke Liye Khud Ko Taiyar Rakhe
Sabhi Ko Yah Yaad Rakhna Chahiye Ki
Saflta Pane Ke Ak Nahi Kai Tarike Hote Hai. Jaha Aapko Lage Ki Sare दरवाजे Aapke Liye Band Ho Gaye Hai, Ho Sakta Hai Ki Vahi Se Ak Naya दरवाजा Aapke Liye Khule. Isliye Khud Ko विपरीत परिस्थितियों Ke Liye Taiyar Rakhna Jaruri Hai. Ho Sakta Hai Ki Aapka Pahla Job Aapke मॅन Anusar Na Ho Lekin Agar Aap Mahenat Karte Rahege To Naye Mauke Jarur Milenge. Hamesha
Apni Soch Ko Positive Rakhe.
➧YOU MAY ALSO LIKE: