- >चेहरे Par घबराहट Dikhna,
- >बोलने Me अटकना,
- >Aankho Ka Stable Na Hona,
- >Interview Lene Wale Ke प्रभाव Me Aa Jaana,
- >Kai Baar जल्दबाजी Me Sawal Ko Bina Samaje Hi Answer De Dena,
Dress-up Ki Mistake Jaisi Kai Baate Hai Jo Aapko
Interview Me Reject Karva Sakti Hai. Agar Pahle Interview Me Aapke Sath Aisa Kuchh Ho To Us Se Pareshan Na Ho, Apni Galatiyo Ki
Listing Kare Aur Unke
Solution Par Focus Kare. Aapko Agale
Interview Me Success Milane Ka Chance Badh Jayega.
Feedback Le:
Interview Hone Ke Baad Hiring Manager Ko धन्यवाद Dene Aur Feedback Lene Ke Liye Email Kare. Feedback Se Aap Jaan Payege Ki Unhe Kin Qualities Ki Talash Thi Jin Par Aap खरे Nahi Utar Paaye. Is Se Aap Apni कमियो Me Sudhar Karke Sahi Skills Ka Vikas Kar Payege.
Result Ke आंकड़ों Par नज़र:
Interview Dene Ke Baad Result Ke Numbers Par Najar Jarur Daale. Is Se Aap JaanP ayege Ki Kitne Candidates Ko Pichhe छोड़-कर Aap
Face-To-Face Interview Ke Liye Select Huye. Is Se Aapko Apni
Position Ka अंदाज़ा Hoga Aur Yah Bhi Jaan Payege Ki Abhi Aapko Kitani Aur Mahenat Ki Jarurat Hai.
बदलाव Laaye:
Interview Se लौट Ne Ke Baad Sabhi Sawalo Ki Ak List Banaye Aur Un Par Diye Apne Jawabo Ko Bhi Likhe. Inka आकलन Kare Ki Kis Sawal Par Aap Aur Bhi Best Performance Kar Sakte The. Aise Me Agar Aapki Taiyari Me Kami Thi To Vah Bhi Aapko Pata Chal Jayegi. Chahe To Kisi Expert Ki Help Bhi Le Sakte Hai.
Apni Strength Ko Pahchane.
Rejection Se Depress Hone Ke Bajay Un Teen Achievements (उपलब्धियों) Aur Best Skills Ki List Banaye Jab Aapne Best Performance Kiya Ho. Ye Aapko Motivation Se Bhar Degi, Sath Hi Aage Ki Strategy Banane Ke Liye प्रेरित Karti Rahegi. Agle Interview Me Inka Mention Karna Bhi Aapko Safalata Ke Karib Le Jayega.
To Dosto Ye Thi Vo
4 Mistake Jo Aapko
Interviews Me Fail Hone Me Help Karti Hai, Aur Uske Reason Ke Baare Me Bhi Bataya Jo Candidate Ko Reject Kara Sakti Hai. Umid Karta Hu Ki
Interview Ki Is Tips Aapko Kafi Useful Rahegi, And Aur Bhi Koi Reason Ho Jo Interview Me Fail Hone Ka To Hame Comment Me Bataye. Aise Hi Update Pane Ke Liye Hame Subscribe Kare, Thanks And Keep Visiting..
➧YOU MAY ALSO LIKE: