In Tarike Se Puchhe Gaye Sawal Modi Sarkar Ko, Jawab Dena Hi Hoga
Narendra Modi Ne Har Citizen Ke Account Me 15 Lakh Rupaye Dalvane Ka Vaada Kiya Tha? Uski Date Kya Hai? Yah Sawal Prime Minister Office Se Puchha Gaya. Ise सूचना के अधिकार (RTI-Right to Information) Ke Tahat Puchha Gaya Tha. आवेदक Vo Date Janna Chahta Hai, Jis Account Me Paisa Aayega. But Is Par PMO Ne Koi Bhi Jankari Dene Se Mana Kar Diya. RTI Ke Jawab Me Kaha Gaya Ki Yah Information ‘Right to Information Act’ Ke नियमों Ke Tahat Nahi Aati. Aapko Ak Baat Bata Du Ki Hamara Ye Blog Ya Article Na Hi Kisi Political Parties Ko Support Karta Hai, Aur Nahi Against Hai. Ye Jankari Sirf Education Purpose Ke Liye.
Modi Sarkar Ne Konsa Vaada Kiya Tha.
Kaise Puchh Sakte Hai Modi Sarkar Se Sawal
Kon Laga Sakta Hai RTI
RTI Ki Website rtionline.gov.in Par Jaaye. Submit Request Par Click Kare. Uske Baad Check Box Par Click Kare Aur Submit Karde. Iske Baad Aapko RTI Application Submit Karne Ke Liye Form Bharna Hoga. Sahi Ministry Aur Department Select Kare Aur Detail Add Kare. Aapko Application Me Email I’d Add Karna Hoga. SMS Alert Chahte Ho To Mobile Number Bhi Add Kar Sakte Ho.
➧YOU MAY ALSO LIKE: