Training Provider Kaise Bane Government Dege Training Center Kholne Ka Mouka
PMKVY Scheme Courses Aur Details:-
Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana (PMKVY) Ke Tahat Government Alag-Alag Training Module Par Work Kar Rahi Hai. Vocational Training Dene Ke Liye
National Skill Development Corporation (
NSDC) Ke Jariye Country Ke Har District Me Model Training Center Khola Jayega, Jise
Pradhan Mantri Kaushal Kendra Kaha Jata Hai. Iske Alava NSDC Dvara Sector-Wise Skills Council Banai Hai. Ye Council Bhi Training Provider Appointed Karti Hai.
Government Aapko Funding Bhi Karegi:-
Agar Aap PMKVY Training Partner Ban Kar PMKVY Training Center Kholna Chahte Hai, But Money Problem Hai To NSDC Dvara Total Project Cost Ka Lagbhag 75 Percent Fund Loan Ke Roop Me Muhaiya Karaya Jaata Hai.Jab Ki Non-profit Center Ko 85 Percent Tak Loan Diya Jaata Hai.
What Are The Conditions For Starting Training Center:-
Training Center Sharu Karne Ke Liye Ye Hai Kuchh शर्तों:
Agar Aap skill development training center Sharu Karna Chahte Hai To Aapko Government Dvara Nirdharit Ki Gayi शर्तों Ka Palan Karna Hoga. Aapko Training Lene Wale Students Ke Hisab Se Class Room Ka Intajam Karna Hoga. Ak Student Ke Liye Minimum
10 Square Foot Ke Space Ka Intajam Karna Hoga.
Job Roll Wise Classroom & Lab Ke Liye Kitni Space Chahiye Iski Jyada Jankari Ke Liye Upar Link Par Click Kare.
- Skill Development Training Provider Ke Liye Kaise Kare Online Apply:
- Skill Development Training Center Kholne Ke Liye Online Apply Kaise Kare:
Friends, Aapko Hamara Article Pasand Aaya Ho To Social Media Pe Share Jarur Kare. and Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment Me Pus Sakte Ho, Hamari Har New Article Ke Update Apne Email Id Par Free Me Pana Chahte Ho To Subscribe Bhi Kar Sakte Ho. Thanks And Keep Visiting.
ALSO READ:
Skill Development Training Center and Training Provider ke baare me kafi jankari share ki hai, sir but nsdc Training Partner Registration Process ke baare me hame janna ho to kaha se information mil sakti hai.
aap agar training center kholana chaahate hai ya course karana chaahate hai to sampark karen- 07610631004
iske liye aap nsdc ki official site ki visit kare
thank you Abhishek ji
Awesome and interesting article. Great things you've always shared with us. Thanks. Just continue composing this kind of post.
TrainingRoomSG.com
Sir mai upsdm ka center kholna chahta hu
ashwani kumar aap Up Government ki website http://www.upsdm.gov.in/ pe jakar inke baare me sabhi jankari hasil kar sakte ho. vaha pe aapko ye bhi bataya gaya hai ki upsdm Training center kaise khole, aur iske liye kya kya karna hoga